@pakpress | ||
Har khushi hai logon ke Daman main Par ek hansi ke liye waqt nahi Din raat daurti duniya main Zindagi k liye hi waqt nahi Maa ki loree ka ehsaas to hai Par Maa ko Maa kehne ka waqt nahi Saare rishton ko to hum mar chuke ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi Sare naam mobile mein hain Par dosti ke liye waqt nahi Gairon ki kya baat kahain Jab apno ke liye hi waqt nahi Aankhon main hai neend baree.. Par sone k liye waqt nahi Dil hai gamon se bhara howa Par rone ko bhi waqt nahi Paison ki daur mein aise daure K thakne ko bhi waqt nahi Paraye ehsason ki kya kadar karain Jab apne sapno ke liye hi waqt nahi Tu hi bata ae Zindagi Is zindagi ka kya hoga K har pal marne walon ko Jeene ke liye bhi waqt nahi!!!!!!!!!!!! Miss u all |
||
0
Replies
878
Views
2 Bookmarks
|
MastGupShup Forum
Bookmarks
MastGupShup