@i.m.u | ||
yaha sona ugle ugle heere moti, mere desh ki dharti,is dhrti pe hamne janam liya ham isko shees jhukate hain |
||
5
Replies
1463
Views
1 Bookmarks
|
@0skeyur0 | 8 February 10 | |
Ye dharti hamari Ma he,hum is dharti ko salam karte he.
|
||
@i.m.u | 9 February 10 | |
mere desh premiyo, aapas me prem karo desh premiyo....
|
||
@i.m.u | 9 February 10 | |
is dharti pe maine janam liya main isko sheesh jhukata hu, bharat ka rahne wala hu bharat ki baat sunata hu....
|
||
@zeeenat | 23 February 11 | |
Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ki mitti se bane tere mere yeh badan Is ki dharti tere mere vaaste gagan Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan Jeene ka chalan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Apne is chaman ko swarg hum banayenge Kona kona apne desh ka sajayenge Jashn hoga zindagi ka honge sab magan Honge sab magan Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Mera mulk mera desh mera yeh watan Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman Aye watan aye watan aye watan Jaaneman jaaneman jaaneman |
||
@0skeyur0 | 10 March 11 | |
thanx zeeenak
|
||
VANDEMATARM Forum
Bookmarks
VANDEMATARM