Page #: 4/5 |
@tanveer6 | 18 December 12 | |
so nice
|
||
@tanveer6 | 18 December 12 | |
Ye kis tarf main jaa raha hun meri manzil to kahein or hai.@main zaahri tor pe duniya main hun lekin mera dil kahi or ha
|
||
@tanveer6 | 22 December 12 | |
Deep jis ka mehlaat himein jaley,Chand logon kikhushiyon ko le karchaley,Wo jo saaye mein harmaslehat ke paley,Aisey dastoor ko,Sub-he-be-noor ko,Main nahein maanta,Main nahein jaanta.Main bhi khaaif naheintakhta-e-daar se,Main bhi Mansoor hoon,keh do aghyaar se,Kyun daraatey hozindaan ki deevar se,Zulm ki baat ko,Jehl ki raat ko,Main nahein maanta,Main nahein jaanta.Phool shaakhon pekhilne lagey tum kaho,Jaam rindon ko milnelagey tum kaho,Chaak seenon kay silnelagey tum kaho,Iss khule jhooth ko
|
||
@tanveer6 | 25 December 12 | |
Khuda to milta hai, Insaan hinahin milta,Yeh cheez woh hai jo dekhikahin kahin meine.
|
||
@burky356 | 3 January 13 | |
*
|
||
@preplan | 6 January 13 | |
@ ummati - 17.12.12 - 08:16pm Jis gali thera ghar na ho baalma, uss gali se hai mujko ghuzarna nahi... Jo dagar tere duwaray pe jati na ho, us dagar pe hamay paau'n dharna nahi. ha'n ye rasmay, ye kasmay sabhi tor ke, tu chali aah chunar piyar ki aure ke, ya chala jaunga mai ye jag chore ke. jis jaga yaad teri satanay lagay, us jaga aik pal bhi teherna nahi. jis gali mai tera ghar na ho baalma, us gali se hamay tou guzarna nahi. ..........! |
||
@iminuru | 19 January 13 | |
bulbul kay karobaar pay hain khundaa haai gull. kehtay hain jisko ishq, khalul hay dimaagh ka.
|
||
@preplan | 20 January 13 | |
yu'n tou hain duniya mai sukhanwar bhot achchay, kehtay hain ke gaalib ka hai andaazay baya'n aur.
|
||
@iminuru | 21 January 13 | |
@preplan bhai..ghalib nay sha_yd upni begum say farmaya thaa...
|
||
@iminuru | 21 January 13 | |
@preplan bhai.. gonga hon na behra hon magar dair say chup hon. darta hon na khul jai kaheen teri zubaan or. hain or bhe dunya may sukhanwr bohot atchay. kehtay hain k ghalib ka hay undaze bayaan or.
|
||