
![]() |
@mrs_r_m | |
Zamana mujhpe agar aitbar karleta,mai asuo ka samandar bhi par karleta,bachai rehti hai shaistagi yaha warna ,guroor kab ka hame bhi shikar kar leta,bas ek lamhe mai duniya badalne wali thi,agar wo mera intezaar karleta,hunar batate agar uske ayb ko hum bhi,toh dosto mai shumar karleta,tumhare shehr mai gar ek dukaan mil jati mai khushbuo ka waha karobar karleta..! |
||
2
Replies
765
Views
0 Bookmarks
|


