
![]() |
@sohel77 | |
Doston is topic me hum sahi hadees post kar sakte hai lekin hadees mustanad honi chahiye aursaath main uske neeche uske refrence hona chahiye. .. Aur sab se aham baat mere doston ke ye topic hum logo ke ilm main izafe ke liye banaya gaya hai na ke bahes karne ke liye to meri sabhi members se adban guzarish hai ke aap sab log bhi yaha hadees share kare aur padhe bhi aur zyada se zyada amal karne ki koshish kare. |
||
30
Replies
889
Views
0 Bookmarks
|
Page #: 1/2 |
![]() |
@smam | 19 May 11 |
![]() |
@aysha111 | 19 May 11 |
MashaAllah sohel ji. Aapne bahot he pyara topic banaya hai,, Allah aapko jaza e khayr de. Lekin aapko pahle hadith ki defination ka topic banana tha aur samjhana tha ki hadith kiya hoti hai aur kitni tarah ki hoti hai. Khair InshaAllah mai hadith ki defination aur catogery ka topic banaungi.
|
||
![]() |
@aysha111 | 19 May 11 |
Mene ''The Science of Hadith'' ke naam se topic bana diya hai.
|
||
![]() |
@rahebar | 20 May 11 |
sohel bhai bahot acha topic banaya aap ne. MashaAllah jazakallah. |
||
![]() |
@shahbaz4 | 20 May 11 |
nice topic
|
||
![]() |
@sohel77 | 20 May 11 |
Rasul allah (S.A.W) ne farmaya k sab se bada gunah ye hai k tu allah k sath kisi ko sharik kare hanlake is ne tujhe paida kiya.(bukhari,muslim)
|
||
![]() |
@sohel77 | 20 May 11 |
......Rasul allah (S.A.W) ne farmaya k sab se bada gunah ye hai k tu allah k sath kisi ko sharik kare hanlake is ne tujhe paida kiya.(bukhari,muslim)
|
||
![]() |
@rahebar | 20 May 11 |
Mohammad S.A.W ne farmaya.... Allah talah ki do niamatein aisi hain jin ki aksar loog qadar nahi karte aur in ko barbad karte hain, Ek tandrosti, aur dosri Faraqat. Bukhari. ******************** |
||
![]() |
@rahebar | 20 May 11 |
Rasul Allah (S.A.W) ne farmaya, Saadha zindagi guzar na Imaan ki alaamat hai. (Abudaud). ////////////////////// |
||
![]() |
@aasim07 | 20 May 11 |
Gud topic and post.
|
||
![]() |
@sohel77 | 20 May 11 |
Rasul allah (S.A.W) ne farmate hain k jo koi is hal me marenga k wo allah k siwa kisi aur ko pukarta ho to wo jahannum me daqil hoga.(sahee bukhari)
|
||
![]() |
@sohel77 | 21 May 11 |
..Rasul allah (S.A.W) farmate hain k us waqt tak qayamat barpa nahi hogi jab tak k meri ummat k kuch qabail mushrekin k sath na miljaye yahatak k buton ki ibadat shuru karde. (tirmizi)
|
||
![]() |
@sohel77 | 24 May 11 |
Ek sahabi ne yun dua ki k aye Allah mai tujh se sawal karta hun iss bat k wasile se k mai gawahi deta hun k beshak tu hi Allah hai.tere siwa koi maabud nahi tu akela hai. beniyaz hai.teri koi aolad nahi aur na tu kisi ki aolad hai aur na koi tere baraber hai... Rasul Allah (S.A.W) ye sub sun rahe the aap ne farmaya iss zaat ki qasam jis k khabze me meri jaan hai iss shakhs ne Allah se iss ke isme azeem k wasile se dua ki jo shakhs iss wasile se dua karega Allah khubul farmayega aur jo mangega Allah zarur dega.(tirmizi) |
||
![]() |
@sohel77 | 25 May 11 |
******Rasul allah (S.A.W) ka irshad hai. Allah apne bande ki madad us waqt tak karta raheta hai.jab tak banda apne bhai ki madad karta hai.(muslim) |
||
![]() |
@sohel77 | 4 June 11 |
..Rasul Allah (S.A.W) ne farmaya Allah ki khasm! Khuda agar tumhari rahenumae se ek shaqs ko bhi hidayat de de to ye tumhare liye surkh unton (camel) se bahetar hai. (Abu dawood) |
||
![]() |
@aysha111 | 5 June 11 |
May Allah swt bless u sohel ji.
|
||
![]() |
@01awan01 | 5 June 11 |
Hazrat MAAz bin Ans(R.A) se riwayat hy k Jan_e_Do AAlam(S.A.W)NE FARMAYA JIS NE KISI BAD DEEN MUNAFIK K SHAR SE KISI BANDA_e_MOOMIN KI HIMAYAT KI TO ALLAH TAALA QYAMAT ME AIK FARISHTA MUQARAR FARMAEY GA JO US K GOOSHT YENI KO AATISH_e_DOZAKH SE BCHAEY GA.AUR JIS KISI NE KISI MUSLMAN BANDY KO BADNAM KARNY YA GIRANY K LIYE US PAR KOI ILZAM LGAYA TO ALLAH TAALA USKO JAHANAM K PUL PAR QAID KAR DEy GA.US WAQT TAK K LIYE K WO APNY ILZAM KI GANDGI SE PAK SAF HO JAEY...(SUNAN ABI DAOOD)
|
||
![]() |
@01awan01 | 5 June 11 |
Hazrat Aoos Bin Aoos(R.A) farmaty hn k Rasol Allah(S.A.W) ne irshad farmaya k.... jo shakhs JUMA k roz in 7emal ko baja laeyga..usy har qadam par 1 sal Nafli Rozy aur Raat ki Ibadat ka Sawab mily ga..Wo 7 eimal ye hein.... 1: Gusal karna .. 2:Achy saf suthry kapry pehn'na.. 3:JUMA k liye jaldi karna... 4:Masjid ki taraf peidal jana.. 5:Imam k qareeb yeni pehli suff me beithna... 6:Khamoshi se khutba sun'na.. 7:Khutby k doran koi laghu kaam ya bat na karna ..(Tirmazi_ Abudaood)
|
||
![]() |
@aysha111 | 5 June 11 |
MashaAllah and jazakAllah
|
||
![]() |
@rahebar | 5 June 11 |
MashaAllah bhai Allah aap ko jazaiqair de.
|
||


