
![]() |
@xxsamxx | |
insaniyat kya hai?????????? |
||
14
Replies
896
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@arifasen | 23 April 11 |
Insaaniyat..i dnt thnk k koi usy words me xplain kr payga
|
||
![]() |
@irs_shah | 23 April 11 |
insaniyat: insaniyat ye k ap ka koi relation na honay k bawjood b ap ko logo ki pain nd dukh ka ehsas ho ,, i think is se zayada main nahe bol sakti :/ |
||
![]() |
@jaykarma | 23 April 11 |
Aadmi... Insaan... Manav.... Ye koi rhym ni he... Balki ye to hmare a6e nature ki teen stapes h.... Sbse pehle baat kare aadmiyat ki to... Har insan me yeh quality hoti h k wo yeh sochta to h k kucho a6a karu jisse mera bhala ho yar apno ka bhala ho... Wo agar yeh sochta h k to usme aadmiyat hoti h.. Lekin insaaniyat us se thori hatke h, ye hme sikhati h k hme na sirf apne bare me soch na chahye balki un ka b dhyan rkna chahye jo hmpe depend h., aur to aur maanavta to iss se b bdi chiz h... Agar ye gun kisi me aa jata h to woh phr ek fariste ki tarah hota h jo apna h nahi un chizo ki b dhyan rkta h jo shayd dunia me h h ni ya avi ayi h ni h.
|
||
![]() |
@arifasen | 23 April 11 |
![]() |
||
![]() |
@jaykarma | 23 April 11 |
Arifa. M approx. Hindi k har word ka mean janta hu. Hehe
|
||
![]() |
@pollu | 23 April 11 |
Insaniyat ![]() |
||
![]() |
@xxsamxx | 23 April 11 |
admiyata manvta insaniyat ye same word hai alag alag nai N kuch tik jay Pr RUHANIYAT k njriye se bat kuch or hai
|
||
![]() |
@xxsamxx | 23 April 11 |
Haha arifa Jis k pas itni bdi hasti dono Jaha ka data o wo kya nai kr skta dear
|
||
![]() |
@xxsamxx | 23 April 11 |
gud eru tum great o dear muje psnd aya tumra ans:)
|
||
![]() |
@jaykarma | 23 April 11 |
Abey sam., ruhaniyat k najriye ko goli mar... Ye word ek h he lekin mean alag alag hota h.
|
||
![]() |
@xxsamxx | 23 April 11 |
tu ne clear to kiya or muje tsalli nai hoyi
|
||
![]() |
@pollu | 23 April 11 |
![]() |
||
![]() |
@xxsamxx | 23 April 11 |
AGR KOI TARF RHA O US KI TAKLIF KO APNI TAKLIF SMJ KR US TAKLIF KO DUR KRNA USKO INSANIYAT MANVTA ADMIYAT BOLTE N JESE BHUKHE KO ROTI KHILANA ,GARIB KA ILAJ KRWANA ETC
|
||


