
![]() |
@1faisal1 | |
MAA k naam 3 saal ki umar men hum kehty thy: AMMI AMMI AMMI 10 saal ki umar men AMMI kahan hen aap 16 saal ki umar men Uf ammi meri itni fikar na kia karen 20 saal ki umar men mujhy is ghar men nai rehna 25 saal ki umar men Ammi ap b0hat b0lti hen 35 saal ki umar men Ammi ya t0 ap ghar se nikal ja0 ya men chala jata h0n 50 saal ki umar men Main apna sb kuch lutanay k0 tayar h0n bs k0i meri maa k0 wapas le aay MAA sirf aik h0ti hai..uski zar0rat sbk0 h0ti hy is liye uski qadar kar0, agar ek din w0 duniya se chali gai t0 b0hat dair h0 jaegi. I L0ve my M0ther. |
||
39
Replies
657
Views
1 Bookmarks
|
Page #: 1/2 |
![]() |
@1faisal1 | 3 August 14 |
Maa ka pyar t0 sab k0 mal00m hai kabhi BAAP ka pyar kisi ne mehs0s kia.? J0 garmi h0 ya sardi apne bach0n ki r0ti r0zi ki fikar men pareshan rehta hai. Aa0 aaj sab mil k us azeem hasti k liye b dua karen. Ay ALLAH PAK himat 0r taqat ata farma us Walid k0 j0 apne bach0n k liye b0hat mehnat krty hen. Maghfirt farma unki j0 is duniya se chale gaye hen. 0r j0 hayaat hen unk0 lambi umer sehat-e-kamil, kamiyabi,0laad ki taraf sy sak0n naseeb farma, 0r la tadaad khushiyan ataa farma.. AMEEN |
||
![]() |
@acmi | 5 August 14 |
Eik pyari si dua 0nly f0r y0u. . . . . . . . khuda kisi k0 m0bile de tu kam se kam 2,4 sms karny ka h0sla bhi de.. AAAMEEEEN |
||
![]() |
@acmi | 7 August 14 |
3 cheezen 1 jagah parwarish pati hen. Ph00l Kaanty khushbu 3 cheezen har 1 k0 milti hen. Khushi Gham M0ut 3 cheezen har 1 ki juda h0ti hen. Surat Seerat Qismat 3 cheez0n k0 kabhi ch0ta mat samjh0. Qarz Farz Marz 3 cheezen kabhi na thukra0. Khal0s T0hfa M0habbat 3 cheezen ALLAH (Rab ul ezzat) k0 buhat pasand hen. Garmi ka r0za Sardi ka wazu Jawani ki ibadat.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 8 August 14 |
sharbati aankhen, dheema lehja, 0r husn t0 qayamat... .... Uuff .... Fanah h0 jayen gey wallah, hum khud k0 sheshay men dekhty dekhty...:p:) |
||
![]() |
@1faisal1 | 8 August 14 |
hum nahi itne ghafil k apne chahney wal0n k0 bh00l jaey.. D0st masr0f zar00r h0te hen lekin pangay sab se lete hen... |
||
![]() |
@1faisal1 | 8 August 14 |
is zindagi ka kya bhar0sa jitna nazar andaz karna hai kar l0,, hum b un lamh0n ki tarhan guzar jainge j0 l0at k nhi atay. |
||
![]() |
@1faisal1 | 10 August 14 |
apne kitni baar l0g0n se suna h0ga. CHAL0 K0I GAL NI aksar l0g isk0 kasrat se istamal krty hen. Magar aaj tak b0h0t kam l0g iski hist0ry janty hen. Hum b aksar auqat bila s0che samjhe apni guftgu men iska istmal krte hen. Aur hamen andaza b ni h0ta k hum kya keh rhe hen asal men CHAL0 K0I GAL NI farsi zaban ka lafz hy aur iss ka matlb hai CHAL0 K0I GAL NI hahahaha tawjj0 ka shukria.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 14 August 14 |
manzil un hi k0 milti hai jin k sapn0 men jaan h0ti hai d0st prr0n se kuch nahi h0ta h0sl0n se uraan h0ti hai. |
||
![]() |
@1faisal1 | 17 August 14 |
Nahi darta men kaant0n se, magar ph00l0n se darta h0n. chubhan de jaaen j0 dil k0, men un baat0n se darta h0n. Mujhy t0 neend bhi achi nahi lagti, haqeeqat men, dikhaaen khuwab j0 jh00ty, main un neend0n se darta h00n. Anaa ka men nahi qaail, m0habbat hai mujhy sab se. J0 dil men mughz rakhty h0n, men un apn0n se darta h00n. Mujhy ehsas hai sab ka, men sab k kaam aata h00n. Magar j0 keena rakhty h0n, men un risht0n se darta h00n. Main banda h00n khuda ka, aur khuda ka kh0f hai mujh k0. J0 darty hi nahi rab se, men un band0n se darta h00n. |
||
![]() |
@1faisal1 | 19 August 14 |
HAQEEQAT kisi ka zarf dekhna h0 tu usy izzat d0. kisi ki fitrat dekhni h0 tu usy aazadi d0. Kisi ki niyyat dekhni h0 tu usy qarz dy d0. Kisi ki khaslat dekhni h0 tu us k sath khana kha0. Kisi ka sabar dekhna h0 tu us par tanqeed kar k dekh l0. Kisi ka khul00s dekhna h0 tu us sy mashwarah ly l0. Sab waqt k saath saamne aa jaye ga. |
||
![]() |
@1faisal1 | 27 August 14 |
duniya badtareen h0ti jaye gi, bury l0g0n ki burai ki wajah se nahi, balkey, achy l0g0n ki kham0shi ki wajah se.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 2 September 14 |
Allah k har faisle pe mutmain rah0 kyun k Allah w0 nahi deta j0 apk0 acha lagta hai balke w0 deta hai j0 apke liye acha h0ta hai. |
||
![]() |
@1faisal1 | 2 September 14 |
aazmati hai zindagi usi k0 j0 mushkil rast0n par chalna jantey hen.. Zindagi men jeet usi ki h0ti hai j0 sab kh0 kar bhi muskrana jantey hen.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 2 September 14 |
Deep Th0ughts: 1-n0 0ne is ever buzy in his life, its all ab0ut pri0rities. 2-l0ve d0esn't start in m0rning and d0esn't end in evening, it starts when u d0n't need it and it ends when u need it m0st. 3-tears d0nt c0me when u miss a pers0n but they c0me when y0u d0nt want t0 miss a pers0n. 4-y0u regularly text y0ur friends, they d0 n0t reply y0u, but if y0u text them fr0m new number, every0ne will reply that, wh0 are y0u? Pe0ple have time f0r unkn0wn, but n0t f0r kn0wn.. This is the0ry 0f life.. Pleace care th0se wh0 l0ves y0u. |
||
![]() |
@1faisal1 | 7 September 14 |
zindagi men khud k0 kabi kisi insan ka aadi mat banana.. Q k insan buhat khudgarz hai. Jab apk0 pasand karta hai tu apki burai bh00l jata hai. Aur jab apse nafrat karta hai tu apki achaai bh00l jata hai.. (HAZRAT ALI) |
||
![]() |
@acmi | 12 September 14 |
Insan k0 bemaar karny wali chez0n men se 1 cheez *Apn0 ki judai hai* S0 plz R0z 1,2 sms kar diya kar0 Kal V nika nika bukhar h0 gaya C.. |
||
![]() |
@acmi | 17 September 14 |
Hamesha meethay alfaaz b0l0 taa'ke agar kabhi wapis lenay paren tu karrway na lagen. Madad karna aik buhat mehnga t0hfa hai, Iss liye sab se iski tawaqq0 nahi karni chahye, kyun k buhat kam l0g dil k ameer h0tay hen. Zaalim k zulm sy nahi balky saabir k sabar sy dar0. Zaruri nahi j0 kh0bsurat h0 w0 khubserat b h0. Kisi k0 haqeer mat samjh0 kyun k raasty ka mam00li pathar b munh k bal gira sakta hai. Jisk0 apna khayal nahi w0 kisi ka khayal nahi rakh sakta. Kisi k0 parkh0 mat kyun k is se rishta kamz0r h0 jata hai. |
||
![]() |
@1faisal1 | 18 September 14 |
BEST HAMD jaan jis men hai usy rizq khuda deta hai w0 t0 pathar men b keeray k0 giza deta hai din k0 suraj se zamany k0 ziya deta hai raat k0 aasmaan chand taar0n se saja deta hai garaq kar deta hai fira0n ka lashkar w0 qafila-e-m00sa k0 paar laga deta hai aag men daal diye jate hen aashiq us k aur w0 aag k0 gul-0-gulzar bana deta hai w0 azal se hai 0r abad tak rahy ga usi par imaan insan k0 musalman bana deta hai.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 18 September 14 |
kisi k0 dukh deny wala kabi khush nahi reh sakta. Hazrat abu bakar siddiq(R.A) kisi ki bebasi pe mat hans0 kal ye waqt tum par b aa sakta hai. Hazrat umar far00q(R.A) kisi ki aankh tumhari wajah se num na h0 kyun k tumhe us k har aansu ka qarz chukana h0ga. Hazrat usman ghani(R.A) Mazl00m aur namazi ki aah se dar0 kyun k aah kisi ki b h0 arash k0 cheer kar allah k pas jati hai. Hazrat ali(R.A) |
||
![]() |
@1faisal1 | 20 September 14 |
hum tu sirf kamyabi ki dua karte rahy apne d0st k liye ay khuda tu ne t0 usay itna masr00f kar diya k usne hamara haal puchna hi ch0r diya. |
||


