
![]() |
@1faisal1 | |
Namaz men RUKU k baad aur SAJDEY se pehlay sak00n se seedha kharra h0na WAJIB hai Is haalat k0 QOMA kehtay hen. Issi tarha d0n0 sajd0n k darmiyan sak00n se seedha baithna bhi WAJIB hai, Is haalat k0 JALSA kehtay Hen. kuch l0g jaldi karty huey QOMA aur JALSA men sak00n se (2 se 3 sec0nd k liye) seedhay nahin h0tay. Un ka WAJIB ada nahin h0ta aur WAJIB ada na h0ny se namaz bhi ada nahin h0ti. |
||
14
Replies
450
Views
1 Bookmarks
|
![]() |
@1faisal1 | 21 August 14 |
Khushnaseeb hun main k musalmaan hun kisi k0 salam karun t0 neki kisi k0 muskura k dekhun t0 neki k0i kaam shuru karne se pehle bismillah parhun t0 neki kisi achhy kaam ka s0chun bhi t0 neki Gussa qabu karun t0 neki seedhy haath men glass pakar k pani pe0un t0 b neki apni maa k0 muskura k dekh0n tu hajj ka sawab ye baatein kisi k0 bata0 tu neki aur w0 amal kry t0 b neki.. PR0UD T0 BE A MUSLIM.. |
||
![]() |
@acmi | 26 August 14 |
Khajur k drakht ki shaan: 1-Wahid drakht jis k patty kabhi ni jhrrty, unhen katna parrta hy. 2-Wahid drakht jis k patt0n ka rukh aasman ki bulandi ki taraf hy. 3-Wahid drakht j0 fiza ki aaludgi se pak hy. Is par kabhi matti (dust) ni aati. 4-Is drakht ka phal Nabi Pak S.A.A.W ne pasand farmaya aur khajur ka drakht khud lagaya. 5-Allah ne khajur men shifa ata ki aur khaj00r ka zikar quran pak men aaya hy. SubhanAllah |
||
![]() |
@1faisal1 | 7 September 14 |
IMAM GHAZALI farmaaty hen jitna l0g tangdasti se darty hen, utna agar d0zakh se daren tu d0n0 se bach jaayen aur jitna l0g jannat ki fikar karty hen utni agar emaan ki fikar karen tu d0n0 k0 pa len, ibadat jannat k liye mat kar0 iss liye kar0 k allah ibadat k laaiq hai. Rizq allah ka waada hai mile ga. |
||
![]() |
@1faisal1 | 11 September 14 |
INF0RMATI0N kya aap jantay hen Quran pak k0 sunnay se cancer nahi h0ta bulkay cancer cell agar h0 tu w0 b mar jatay hen. Lambay sajday karne se zehan taiz h0ta hai, sar dard 0r baal girnay se bachata hai. Tashhud k d0ran ungli uthany se dil mazb00t h0ta hai.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 11 September 14 |
Namaz ka aik ch0ta sa pegham! Mujhay ch0r kar k0nsi jeet k muntazir h0 qayamat k din tumhari har jeet ka faisla mujh se h0na hai. |
||
![]() |
@1faisal1 | 27 September 14 |
* SIX HADEES * 1-allah ki zaat par bhar0sa krne wala kabhi nakam nai h0ta. 2-kisi ka raaz talash mat kar0 agar mal00m h0 jaye t0 phela0 nai. 3-k0i b musibat parne par m0ut ki tamanna na kar0. 4-insan k sab se bare dushman uske bure d0st hen. 5-kisi k0 khush karna naiki hai. 6-allah us shakhs k0 abad karta hai j0 hadis sun kar parh kar d0sr0n tak p0nchae. |
||
![]() |
@1faisal1 | 7 October 14 |
apne hath se ki hui naiki 0r d00sre se sarzad h0ne wale gunah ka tazkira kisi se na kar0, kyun k apni naiki k0 chupana tumhari s0ch ka imtehaan hai aur d00sre k gunah k0 chupana tumhare kirdaar ka imtehaan hai.. Hazrat Ali. |
||
![]() |
@acmi | 26 October 14 |
Aashiq-E-Rasool: Islami saal aaise bahadur insan ki shahadat se shuru h0ta hai j0 22 lakh muraba mel zamen par hukumat karte j0 rat0n k0 uth kar l0g0n ki khabrgeri lete jin k qadm0n ki ahat sun kar shetan d0r bhag jata tha jinki huk0mat men bakri-0-shair 1 ghaat pe pani pete thy jin k naam se kafir-0-munafiq kanp jate thy w0 hen Islam k 2nd khalefa hazrat umar(radi allaho anho) aaj unka y0um-e-shahadat hai. |
||
![]() |
@1faisal1 | 9 November 14 |
ALHAMDULILLAH kehne ki fazeelat: hadis k mutabiq ye behtareen dua hai, is se nemt0n ki hifazat h0ti hai bemari aur tangdasti d0r h0ti hai. alhamdulilah ka w0rd quran men 38 bar aya hai aur 5 surah ki ibtada is se h0ti hai. Ye afzal tareen dua b hai.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 10 December 14 |
1 dafa (Nabi Pak) kisi k ghar daawat par gaye aur khana khaye bina wapis aa gaye T0 kisi ne (Nabi Pak) se pucha khana khaye bagher kyun wapis aa gaye T0 (Nabi Pak) ne farmaya k us ghar ki 0rtein aata g00ndtay aur r0ti pakatay waqt sar pe dupatta nahi 0rhti hain Is liye w0 khana makr00h hai.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 1 January 15 |
3 nekian qayamat k din arsh ka saya dengi. 1-t00ty hue risht0 k0 j0rna 2-dil na chahty hue b muaf karna 3-kisi k gunah pe parda dalna. |
||
![]() |
@1faisal1 | 8 January 15 |
JUMMAY KI HIST0RY 1-ye kainat 6 din men bani aur aakhri din jumme ka tha, isliye isk0 syed-ul-ayaam kaha jata hai. 2-jumma ki din hi qayamat aaye gi. 3-jumma k din hi hazrat aadam a.s paida hue aur unki wafaat b jumma k din h0i. 4-hazrat aadam a.s jumma k din hi jannat men dakhil h0e aur unhein jumma k din hi nikala gaya. 5-jumma k din 1 ghari aisi aati hai jis waqt allah apni makhl0q ki har dua qab00l farmata hai. 6-jumaa k din jahanum ki aag nahi jalai jati aur uske darwaze band rakhy jatay hen. 7-iss din 1 neki ka sawab 70 guna aata kia jata hai. |
||
![]() |
@smurfff | 21 January 15 |
If u put this all msg in english means we also can read
|
||
![]() |
@1faisal1 | 20 March 15 |
*GUNAH* 1. Jis gunah se insan par lanat h0ti hai, w0 jh00t hai. 2. Jis gunah se pakar h0ti hai, w0 zulm hai. 3. Jis gunah se rizq band h0ta hai, w0 zina hai. 4. Jis gunah par parda fash h0 jata hai, w0 nasha hai. 5. Jis gunah se p00ri insanyat tabah h0ti hai, w0 qatal hai. 6. Jis gunah se nemat0n k0 zawal aata hai, w0 takabbur hai. |
||


