
![]() |
@1faisal1 | |
husband: meri l0ttery lagi tu tum kya kar0gi? Wife: aadhy paisy le k hamesha k liye maiky chali jaungi. Husband: 500 ki lagi hai ay ly 250 te jutti pa.. Shabash |
||
80
Replies
1033
Views
1 Bookmarks
|
Page #: 1/4 |
![]() |
@1faisal1 | 3 August 14 |
Larki: d0ct0r sahib mere dil men b0hat dard h0 raha hai.., d0ct0r: dard dil0n k kam h0 jatay, main aur tum agr hum h0 jatay..? |
||
![]() |
@1faisal1 | 17 August 14 |
ULLU Ajeeb parinda hai: duniya isk0 nakara samjhti hai is men aqal nahi h0ti magar is ki himmat dekh0 ye SMS kitny gh0r se parh raha hai l0 jee bisti h0gai pakistan ka sab se bara bewaq00f insan k0n hai?? Ye jan'nay k liye daikhiye aaj raat theek 2 baje . . . . sheesha hahahahahaha phir bisti. |
||
![]() |
@acmi | 20 August 14 |
Ek khubsurat larki k liye 4 lark0n k rishte aaye. Har larke ne usey apne baare men yun bataya. 1st LARKA Main PIA pil0t hun. Tumhen puri duniya ki sair karaun ga. Larki khush h0 gaee. 2nd LARKA Main business man hun. Tumhare 10 bank acc0unt khulwa dun ga. Larki aur b khush h0 gaee. 3rd LARKA Main ek sunaar hun. Tumhen puri duniya ka s0na dila dun ga. Larki buhat zayada khush h0 gaee. 4rd LARKA Mujh se shadi karl0 kyun k mere ghar light nain jaati. LARKI. Qabul hai, Qabul hai, Qabul hai.. |
||
![]() |
@acmi | 26 August 14 |
1 engineer k0 j0b na mili t0 usne clinic kh0la aur bahar likha k 300 men elaaj karaein Elaj na hua t0 1000 wapis. 1 admi ne s0cha k 1000 kamany ka acha m0qa hy w0 clinic aaya aur kaha mujhy kisi b cheez ka zaiqa ni aata Dr: b0x22 se dawa nikal0 aur isk0 3 dr0ps pila0 nurse ne pila di Mareez: ye kya. Ye t0 petr0l hy Dr: mubarak h0 apk0 taste mehsus h0gaya la0 300 mareez k0 kafi ghusa aaya kuch din baad w0 phir gaya k ab Dr se purany paise b wapis lene hen Mareez: Dr saab, meri yadasht kaam ni karti Dr: b0x22 se dawa nikal0 aur 3 dr0ps pila0 Mareez: lekin w0 dawa t0 zaban k taste ki hy Dr: mubarak h0 apki yadasht b wapas aagye la0 300.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 31 August 14 |
kanj00s b0y l0ve with kanj00s girl. GIRL: jab papa s0 jayenge t0 men gali men sikka phenk0n gi awaz sun kar f0ran andar aa jana. Lekin b0y sikka phenkny k 1 ghante bad aya. GIRL: itni der kyun laga di.? B0Y: w0 men sikka dh00nd raha tha... GIRL: pagal w0 dhaaga bandh k phenka tha wapis khench liya.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 31 August 14 |
wife: par00s wali har saal apne husband k sath 10 din bahar ghumne jati hai aap kabhi le k gaye..?? Husband: maine t0 4-5 baar p00cha par w0 maani hi nahi.. |
||
![]() |
@acmi | 5 September 14 |
Acha d0st qudrat ki taraf se anmol t0hfa hai. Iss ki qadar kar0 s0 ,, ,, ,, mera khayal rakha kar0. Khush Naseeb0000. |
||
![]() |
@acmi | 5 September 14 |
Ye sms jin khubsurat lark0n 0r larkiy0n k0 milta hai, 5 sec0nd baad unka m0bile 0ff h0 jata hai.. 00:05 00:04 00:03 00:02 00:01 nahi hua? Khubsurat h0te tu h0 jata na.. Mera t0 2 din tak 0ff raha tha..... |
||
![]() |
@acmi | 5 September 14 |
Teacher: Tumhari zindagi men sab se ziyada kis b00k ne madad ki hai? Student: Mere papa ki cheque b00k ne.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 5 September 14 |
aaj hum apk0 laziz khana banana sikhaty hen.. 1) 1 dish men ANG00R rakh len 2) phir dish k0 apne hath men pakren 3) 0r kisi SHEESHE k samne khare h0 jayen bs dish tyyar h0gai dish ka NAAM: LANG00R K HAATH MEN ANG00R... |
||
![]() |
@1faisal1 | 13 September 14 |
Jis ne jaldbaazi men shadi ki usne sara jeevan bigaar liya, wah wah, 0r jis ne s0ch samajh k ki usne k0nsa teer maar liya.. Taaliiiayaaaaaan |
||
![]() |
@1faisal1 | 13 September 14 |
1 murghi 0r us k 3 bacchay r0ad cr0ss kar rahy thy r0ad cr0ss karne k bad murghi k 1 bachy ne kaha aakhir hum 5 ne r0ad cr0ss kar hi liya. Ab bata0 5 kaise? S0ch0 kaise huy? 0r s0ch0 zara b0hat easy answer hai th0ra 0r s0ch0 ? S0ch0 na. Kya h0 gaya, itna easy sawal hy yar s0ch0 na th0ra gh0r t0 kar0 yar nai samajh aai? Mujhe pata tha aap ni samjh sak0 gy chal0 k0i baat nahi try t0 kia na, ab ni samajh aa rahi t0 kia hua main h00n na aapki pareshani d0r krne k liye ghussa kyun h0te h0 batata hun ab sun0 baccha hai, kuch b b0l sakta hai. Hahahahaha. |
||
![]() |
@acmi | 17 September 14 |
Husband & wife b0th died in a car crash. Husband bec0mes bh00t. Wife bec0mes dyne. They b0th meet after s0me time. Wife: kitnay change lag rahay h0 bh00t ban kar. Husband: par tum bilkul nahi badli... |
||
![]() |
@1faisal1 | 18 September 14 |
Pathan: ye almaari kitne ka hai? Dukandar: hum pathan0n k0 k0i cheez nahi bechtay. Pathan after 1 m0nth clean shave aur 3 piece suit pehan kar gaya ye almaari kitny ka hai? Dukandar: hum pathan0n k0 cheezen nahi bechtay. After 2 m0nths full angrez ban k gaya what's the c0st 0f that almaari dukandar: hum pathan0n k0 cheezen nahi bechtay pathan gussay me: tujhe kaise pata chal jata hai k main pathan hun? Dukandar: kyun k ye almaari nahi FRIJ hai FRIJ... |
||
![]() |
@1faisal1 | 18 September 14 |
friends ball00ns ki tarah h0te hen 1 dafa haath se ch00t jayen t0 wapis nahi aatay is liye main ne s0cha hai k k k k k k k k aap k0 phusssssss kar k apni jaib men hi rakh l00n. |
||
![]() |
@1faisal1 | 20 September 14 |
kisi danishwar ne sach kaha hai zindagi d0 din ki hai. Saturday & sunday baqi din tu banda zaleel 0 kh0war hi h0ta hai. |
||
![]() |
@acmi | 21 September 14 |
1 lafz MUQADDAR hai Is se larr k dekh0, Tum haar na ja0 t0 kehna. 1 lafz M0HABBAT hai Isay kar k dekh0 tum tarap na ja0 t0 kehna 1 lafz WAFA hai issay kar k t0 dekh0, tum t00t k bikhar na ja0 t0 kehna . . . 1 lafz EASY L0AD hai mere number par kra k t0 dekh0 tum k0 gussa na aaye t0 kehna. |
||
![]() |
@acmi | 23 September 14 |
J0 h0gia w0 h0gia j0 h0na h0ga w0 h0ga 0r j0 nahi h0na hai w0 nahi h0ga kyun k j0 h0na hai w0 t0 h0ga hi h0ga. Ab dekhna hai k kia h0ga 0r kia nahi h0ga? H0ny k0 t0 kuch b h0ga yehi s0chna hai k kia h0ga?? 0r thek nahi h0ga t0 kuch kesy thek h0ga? Ab aap hi bata0 k aagy kia h0ga? Kisi 0r k0 aap b bejh0 acha time pas h0ga nahi h0ga t0 w0 pagal zar00r h0ga 0r agar pagal b na h0ga t0 ye sms delete zarur h0ga kyun k is ka anjam kuch na kuch t0 zar00r h0ga sir me dard h0ga ya nahi h0ga bher haal j0 b h0ga w0 t0 lazmi h0ga.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 27 September 14 |
wafa ka naam na l0 faraz wafa buhat dil dukhati hai wafa ka naam lete hi mujhy bewafa s0bia kinza samia abeera sana maha taiba z0ya a farah s0fia laiba laila huma hamna jiya 0r ur00j mehwish maira maliha 0mera sania hafsa f0zia ferwa maryam nadia haniya hina hira amna anam meera razia gulnaz salma farah umama aima afia r0qqeya alia fatma saba 0r jaweria 0r zeenat ki yaad aa jati hai.. |
||
![]() |
@1faisal1 | 27 September 14 |
abhi jahaz runway par d0rr hi raha tha k pathan ne pil0t k0 thappar mara 0r b0la, hamein dair h0 rahi hai aur tu by r0ad ja raha hai. |
||


