
![]() |
@mujy | |
kio kar tum Khuda ka inkar kar saktey ho halakeh tum(maa k pait me)bejan the to usi ne tum ko zinda kia,phr wohe tum ko mar dale ga,phr wohe tum ko dobara zinda karega,phr usi ki tarf lotay jao ge.(surah bakra ayat:28) |
||
3
Replies
454
Views
1 Bookmarks
|
![]() |
@mujy | 29 March 14 |
wo wohe khuda hai jis ne tumhare nafaa k lye zameen ki kul chezo ko paida kia phr asman bnany ki tarf mutwajo hua to 7 asman hamwar o mustehkum bna dye or wo khuda har chez se khub waqif hai(surah bakra ayat:29)
|
||
![]() |
@mujy | 30 March 14 |
sab taref khuda he ki ho jis ne asman or zameen ko paida kia or us me mukhtalif qismo ki tareki or roshni bnai phr(bawajod is k)kufar(dosro ko)apne parwardigar k barabar kartey hai(surah anam ayat:1)
|
||
![]() |
@mujy | 31 March 14 |
wo wohe khuda hai jis ne tm ko mati se paida kia phr tumhare marnay ka waqt muqarar kar dya or us k nazdek qayamat ka aik waqt muqarar hai agarcha tum nahe jantay phr bhe tm ko shk hai(surah anam ayat 2)
|
||


