Page #: 3/7 |
@pak.pari | 16 May 09 | |
Aaj ham hain,kal hamari yaaden hongi. jab ham na honge,tab hamari baaten hongi. Kabhi paltoge jindagi ke ye panne, to shayad aap ki aankhon se bhi barsaatein hongi.
|
||
@pak.pari | 16 May 09 | |
*************Sochaa thaa iss Qadar un ko bhool jayn gy daykh kr bhi an dekha kar jayen gypar jab aaya samny un ka chehra sochaa iss bar dekh lain agalee bar bhool jayen gy..*****************
|
||
@pak.pari | 16 May 09 | |
Woh karib na aaye toh izhar kya karte,Khud bane nishana toh shikar kya karte,Mar gaye par khuli rahi aankhe,Iss se jayada hum kisi ka intezar kya karte.
|
||
@1khan1 | 18 May 09 | |
superrrrrrrb pari .ap ki shyeri ka jawab nahi .is se zayada or kisi ka intezar kiya karte
|
||
@anj4n1 | 21 May 09 | |
Miti ka gahronda tuta, kirchi kirchi hua khawab, jaltay hain kinare ankhon ke, bhetey hain in main khawab, yadon ke suhane safar main, sub kuch hai, ik suhana sa khawab! |
||
@pak.pari | 22 May 09 | |
Aasman Ko Nind Na Aaye To Sulaun Kahan,Dharti Ko Maut Aaye To Dafnaun Kahan,Sagar Me Laher Aaye To Chhupaun Kahan,Jab Mere Dost Teri Yaad Aaye To Jaun kaha
|
||
@pak.pari | 22 May 09 | |
Woh nadiyaan nahi thi aansu the mere,Jis par mere Dost kashti chalate rahe...Manzil mile unhe yeh chahat thi meri,Isliye hum aansu pe aansu bahate rahe...
|
||
@pak.pari | 22 May 09 | |
Dost hain to aansuon ki bhi shaan hoti hai,Dost na ho to mehfil bhi shamshaan hoti hai....Sara khel to dosti ka hai,Warna arthi aur baarat ek saman hoti hai....
|
||
ApnaBollywood Forum
Bookmarks
ApnaBollywood