
![]() |
@786kunal | |
![]() Dhadkne sunai de rhi par kyu sannata sa hai Hud hogayi Intejar k ab to Ab to na kuch sehan ho pata ![]() Lagta to aisa hai mano ![]() Taki ehsas na ho is dil ko Dooriya kyu hai dono me Puchte the bhagwan se Ab to bhagwan se tk bat karne man nahi karta To kya bat kare dosto tmse ![]() |
||
31
Replies
446
Views
1 Bookmarks
|
Page #: 1/2 |
![]() |
@786kunal | 26 July 14 |
I hope my msg got conveyed |
||
![]() |
@zeena | 26 July 14 |
![]() |
||
![]() |
@firdows | 27 July 14 |
Inka matlb h ke biwi ko itna miss kar rahe h ke dosto s baat karne k vi mann nahi @zeenu i gues yehi h0ga
|
||
![]() |
@786kunal | 27 July 14 |
Right |
||
![]() |
@zeena | 27 July 14 |
nahi muje kuch aur hi laga..well iska ye ehsas topi pad k hi maine missing pillers of zeenworld topic lika anyways
|
||
![]() |
@786kunal | 28 July 14 |
Sisi KO kuch samaj nahi ata devaaaaaa |
||
![]() |
@zeena | 28 July 14 |
achha beta muje samj nahi ata hmm samjavo fir
|
||
![]() |
@deepak435 | 30 July 14 |
uffff itni mohabbbat na kr mere bhai akser mohabbat ko log kmjori samjh liya krte hai |
||
![]() |
@786kunal | 30 July 14 |
Unhe kamjori lage to unki Marji Hm to apni marji k malik hai Dusro ko lage jo hmari kamjori Hm to use apni Takad mante hai Pyar pe koi bandish nahi chalti Woto bus ek ehsas hai Jise sirf mehsus karne ki jarurat hoti hai Dooriya to is ehsas ko aur badhati hai hehe |
||
![]() |
@deepak435 | 30 July 14 |
jise mante ho aap apni takat wo bs ek nasha hai or akser nashe me log galtiya kr hi dete hai pyar to wah hai jo khud hi aadha hai bacha khucha kam ye haseen chehre kr dete hai |
||
![]() |
@786kunal | 30 July 14 |
He he wah wah wah Btw arz hai Khushi to janab kisi nashe me na mile Aisi khushi hmne is pyar me pai hai Isiliye to ek tokar khake bhi jindagi ek bar firse usi rah par le aai hai Rhi bat chehre ki To janab chehra bhagwan ka bhi kaha kisi ne dekha hai Hm bhi bina dekhe apna dil har baithe the (pehli bar) Shukr mano Is bar to kmse km kisi chehre me apna bhagwan dekh paye hai hehe |
||
![]() |
@deepak435 | 30 July 14 |
wah wah kya bat hai wajah frmaye hai aap wah wah khuda kre ki mile aapko har khushi aapke us apne se jise chura kr laye ho na jane kitno k sapne se |
||
![]() |
@firdows | 30 July 14 |
Arey wah yaha to shayar k mehfil jam gae.. ![]() Sharab ka nasha bhi hota hai Or mohabat ka bhi nasha hota hai.......Lekin Farq sirf itna hai ki Sharab ka nasha sula deta hai..Or Mohabbat ka nasha Rula deta hayy kambakht yeh m0habbat :-) |
||
![]() |
@zeena | 30 July 14 |
wah wah wah kya baat kya baat
|
||
![]() |
@deepak435 | 31 July 14 |
wah wah shubhan allllah f i r ji kya bat ha clapz is duniya me kuch log aise v hai jinko apni mohabbat kk rulane me jyada mja aata hai |
||
![]() |
@firdows | 31 July 14 |
Q k khushi vi unhe ussi m0habbat m milte h nah :-)
|
||
![]() |
@deepak435 | 31 July 14 |
achcha aapka khne ka mtlb jisse khushi mile use janboojhkar hert krke rulana achchi bat ha
|
||
![]() |
@firdows | 31 July 14 |
Nah ye nai kehrai m ![]() |
||
![]() |
@firdows | 31 July 14 |
Lapta h apko najma ji rulate h? ![]() |
||
![]() |
@zeena | 31 July 14 |
![]() ![]() |
||


