
![]() |
@amanveer | |
Kam he hote hain yaha jajbaaton ko samjhne wale..is liye shayad shayro ki bastiyaa nahi hoti |
||
2
Replies
475
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@i.m.u | 9 February 10 |
mooh ki bat sune har koi, dil ke darad ko jaane kaun? aawazon ke baazaron me, khaamoshi pahchaane kaun? |
||
![]() |
@i.m.u | 9 February 10 |
rafta rafta wohi tmasha rasta rasta lambi khoj, lekin jab ham mil jaate hain... kho jata hai jaane kaun? wo mera aayina hai main uski parchhayi hu, mere hi dil me rahta hai... mujh jaisa hi jane kaun? |
||


