Prodigits |
! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.
* LegacyofCharaka > Topics
jayant01
Shalya chaikitsa ke pita mane jane wale aacharya Sushrut maharshi Vishwamitra ke yaha paida hue the. Sushrut ji ke dwara rchit SUSHRUT SAHINTA shalya chikitsa ka first vishvakosh he e shalya chikitsa ke method sarva pratham diye gye. Sushrut ko plastic shalya chikitsa and achet karne wali vidya ka janak mana jata he. Urope me jab shalya chikitsha apne shaishavkal me thi, tb Sushrut ne India me tuti nak ka shalya karma kiya tha. SUSHRUT SAHINTA me tuti bones and apni jagh se hti hui haddiyo k bare me vishtar se btaya gya he. Sushrut ne 125 types k shalya upkarno se 300 types k shalya karmo ki vyakhya ki he. Tanke lagane ki anek vidhiyon ka use Sushrut ne btaya he. Ped ki chhal ghode ke balo ka dhage k rup me tanka lagdne me use ka b varnan milta he. Chaikitsa vigyan k field me Sushrut 1 vatvriksha the.:-Jayant karma.
0 Replies 784 Views 0 Bookmarks
topics posts

* LegacyofCharaka Forum
fav Bookmarks

* LegacyofCharaka

Awesome Wallpapers

Download PRODIGITS Android APP