
![]() |
@01awan01 | |
AS SALAM O ALAIKUM FRIENDS I think is group k members ko deen k mutalak kuch na kuch lazmi share krna chahie swae 2 4 members k sb silent hain kya wo ni chahte k un k zrie koi kuch acha sune or amal krne ki koshish kre sochiye ga zror |
||
17
Replies
1647
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@01awan01 | 18 March 11 |
(Aboamama Rza) Dryaft kiya gea k olad pr Maan Baap ka kitna haq hai AAP Saw ne irshad farmaya wo tmari janat or dozakh hain yani khizmat kro ge to janat or nafarmani kro ge to dozakh (Ibnemaja)
|
||
![]() |
@azure4u | 18 March 11 |
Maa bab sy husne salok sy paish ao ar unhn uff tk na kaho. . . . .
|
||
![]() |
@01awan01 | 20 May 11 |
DOST bohat bnao kyon k ALLAH is bat se HAYA krta hai k wo QAYAMAT k din kisi ko iske DOSTON ki majodgi me AZAB de
|
||
![]() |
@01awan01 | 21 May 11 |
DUNYA or DUNYA me jo kuch hai LANAT k qabal hai sawae ALLAH k ZIKAR K
|
||
![]() |
@01awan01 | 22 May 11 |
KHUDA BEAQAL MUSALMAN ko pasand nhi karta .
|
||
![]() |
@01awan01 | 31 May 11 |
Ae payari bachio or behno ! agr tm apni beti se bat kr ri ho ya apne khawand se mukhatib ho ya apni man ki bat sun rahi ho or telephone ki ganti baje to telephone per tawajo na do kyon k wo zayada aham hai jisko ap apna waqt de ri ho chahe kitni der wo ghanti kyon na bajti rahe koi aae ga sun le ga
|
||
![]() |
@01awan01 | 1 June 11 |
ALLAH farmata hai kAe logo ek 2sre k qareeb aa jao or ek 2sre ko apne Ristadar jano Khawatino Hazrat kisi na kisi hawale se or kisi na kisi tariqe se hm ek 2sre k rishtadar to hain akhir
|
||
![]() |
@01awan01 | 6 June 11 |
Kisi ne ek Bazurg se pochap INSAN ME KITNE AIB HOTE HAIN JAWAB MILA : BE - SHARAM Lakin 1 khobi sub pe parda dal deti hai or wo hai HUSN - E - IKHLAQ |
||
![]() |
@tahzeb | 7 June 11 |
kisi ka dil mat toro.... q k har dil me khuda rehta hai...! meh khan dosrun ko nasehat krne se phle khud amal farmain!!! |
||
![]() |
@01awan01 | 7 June 11 |
sory mis tahzeb agr meri waja se apko koi dukh hua ho ![]() |
||
![]() |
@tahzeb | 8 June 11 |
Ache Dost k ly ache waqt ko chor do....! lakin ache waqt k ly dost ko mat choro q k waqt ktna bhe acha ho, dost wapas nhe de skta....! ...Mola Ali murtaza... |
||
![]() |
@01awan01 | 9 June 11 |
LAZZAT ke Shok Me Gunah Na Kar... Lazzat Jati Rahegi Gunah Baki Rahega..! Or TAQLIF ke Darr se NEQII na Chor.. Taqlif Jati Rahegi Neqi Baaki Rahegi Dosto... Aaj Amal Hai Hisaab Nahi...! Kal Hisaab Hoga Amal Nahi...! |
||
![]() |
@01awan01 | 11 June 11 |
Tafseer Ibn Kaseer: Tafseer means explanation of Quran. The best way to explain any Quranic Verse is to support it first with various other related Quranic Verses Afterwards, Hadith is used for strengthening such an explanation or tafseer. To find, collect and present the related Quranic Verses and Hadith are one of the greatest jobs that was achieved by Imam Ibn Kaseer. Imam Ibn Kaseer (Hafiz Imaduddin Abulfida) was born on 701 Hijri Year in Basra city of Syria and died in 774 Hijri Year in Damascus, Syria. His name is on top of the list of those Muslim Scholars who served Quran via life-time scholarly efforts. His Tafseer Ibne Kaseer stands out amongst all other explanations or tafseers of Quran as does Sahih Bokhari from all other books of Hadith. Moulana Muhammad Junagarhi (1890-1941) from Junagarh, India translated it into Urdu language in 1930. Muhammad (pbuh) sent Muaz (raziallah) to Yemen and asked how will you decide?. Muaz (Razi Allah) replied, From Quran. Muhammad (pbuh) said If you don't find it in Quran, then?. Muaz (Razi Allah) replied From the Sunnah of Allah's Prophet. Muhammad (pbuh) said If it is not in my Sunnah, then? Muaz (Razi Allah) replied Now, I will do Ijtihad. At listening this, Muhammad (pbuh) said Thanks to Allah, He enabled His Prophet's deputy to do which is favored by His Prophet. |
||
![]() |
@01awan01 | 20 June 11 |
![]() |
@01awan01 | 30 June 11 |
Koshish karna k Zindagi me wo shakhs apko hamesha muskurata howa mile, .. Jo .. Apko roz aieney me nazar atta hai. |
||
![]() |
@01awan01 | 1 July 11 |
Dost k saath kabhi Bhi Aisi Behes Mat karna K behes jeet jao Or apne dost ko haar jao
|
||
![]() |
@01awan01 | 1 July 11 |
Logon ke dilon mein apna maqaam iss terha bana Lo ke Marr Jaao to tumharay Liye DUA karein aur Zinda ho to tum se milnay ko tersa karein.
|
||


