
![]() |
@azure4u | |
33
Replies
4123
Views
0 Bookmarks
|
Page #: 1/2 |
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
Writer, intellectual and playwright Ashfaq Ahmed was born on August 22, 1925 in Muktasar district of Ferozepur in India. Javed Tariq, Mr Ahmeds nephew, told Daily Times that his uncle got his early education at Ferozepur, and then did his BA from La and Masters in Urdu from Government College in La . He started writing stories in his childhood, which were published in Phool magazine. Ashfaq Ahmed will be long remembered for his prolific contribution as a writer, broadcaster, critic and an*lyst in the countrys intellectual history. He was a man of scruples, who never discouraged others. He was a humble and contented person and lacked element of arrogance whatsoever. He had his own way of advancing argument and drawing conclusions on complex social issues. Ashfaq Ahmed Folk Wisdom |
||
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
The famous writter of Pakistan Ashfaq Ahmed said a sentence for our nation, Jo qaum 2 mint signal par khari nahi ho sakti to wo apne pairo par kya khari hogi. |
||
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
Ashfaq Ahmed Likhtay Hain 1 Sawal Ne Mujhe Bohat Pareshan Keya, MOMIN Aur MUSLIM Mein Kya Faraq Hai? Bohat Logon Se Pucha Lekin Kissi K Jawab Se Mutmin Na Hua, 1 Daffa 1 Village Se Guzra Dekha K 1 Baba G Gannay Ka Russ Nikaal Rahay Hain Na Janay Dill Mein Kheyaal Aaya K Inn Se Sawal Poochon Tou Main Ne Salam Keya Aur Ijazat Lae Kar Sawal Btaaya He Thought & Replied! Muslim Wo Hai Jo ALLAH Ko Manta Hai Aur Momin Wo Hai Jo ALLAH Ki Manta Hai. |
||
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
Mere paas 1 billi thi.. Us ko jab bhook lagti thi aa kar mere paown chatti thi. Aur mein usay khana dey deta tha. Eik din muje yeh khayal aya k yeh billi mujh se bohat behtar hai. Is ko pakka yakeen hai ke apnay maalik ke paas se is ki talab poori ho gi, Aur insan ko is baat ka yaqeen he nahi.. Insan har fikar apnay zimmay ley leta hai. Un kaamon ki bhi jo us k ikhteyar main nahi hotay.. |
||
![]() |
@01awan01 | 28 May 11 |
Masha Allah realy apriciate u bro kafi mehnat hai umeed hai hum is se mustfid honge
|
||
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
AshfaQ Ahmed Likhte Hain; Rome (Italy) Mein Mera Traffic Chalan Hua, Masroofiat k Baa'is Chalan Fee Time Pe Ada Na kar Saka, Court Jana Para, Judge ke Samne Pesh Hua To Usne Wajha Poochi, Maine kaha ke Professor Hoon, Bzy esa Raha ke Waqt Hi Na Mila, Is Se Pehle ke Main Baat Poori karta Judge Ne kaha A TEACHER IS IN THE COURT or Sab Log kharay hogae or Mujhse Muafi Mang kar Chalaan Cancel kr diya. Us Roz Main Us Qaum ki Taraqqi Ka Raz Jan Gaya |
||
![]() |
@azure4u | 28 May 11 |
thnx fr the complmntz.....bro ....ap ka hosla nd sath hy.....ap back krty rehte ho ...thtz y......
|
||
![]() |
@01awan01 | 28 May 11 |
![]() |
||
![]() |
@01awan01 | 28 May 11 |
ABA G mujhe marte the to AMI bacha leti thein 1 din men ne socha AGAR AMI PATAI KREN GI TO ABA G KAYA KRAIN GE ye daikhe k lie men ne AMI ka kaha na mana unho ne kaha bazar se dahi la 2 men na laya unho ne salan kam dia men ne zayada pe isras kiya unho ne kaha peeri pe beth k roti khao men zameen pe beth gaya or kapre mailey kr lie mera lahja b gustakhana tha mje puri twaqa ti k ami zaror maren gi magar unho ne mje seene se laga kr kaha KYON PUTAR MAA SADQE BEMAR TO NHI us waqt mere ansu the k rukte hi na the MOTHERS R EVER GREAT LOVE U MOM |
||
![]() |
@01awan01 | 28 May 11 |
Achi bat to sub ko achi lagti hai jub tme kisi ki buri bat b buri na lage to samaj lena tmhe us se MUHABBAT hai Tajurba insaan ko galat faisle se bachata hai magar tajurba galat fesly se hi hasil hota hai Izat dil me honi chahie Lafzon me ni NARAZGI lafzon me honi chahie dil me ni Khush naseeb wo nhi jiska naseeb acha hai Balke khush naseeb wo hai jo apne naseeb par khush hai . |
||
![]() |
@orchid73 | 29 May 11 |
Wow Mashallah bro vry btfl thread lve it realy :-)
|
||
![]() |
@orchid73 | 29 May 11 |
Awan u 2 nice quotes kya baat hai Ashfaq Ahmad saab ki :-)
|
||
![]() |
@01awan01 | 29 May 11 |
![]() |
@azure4u | 30 May 11 |
![]() |
@azure4u | 30 May 11 |
plz read k Allah k dye hue sy ap sab do.....
|
||
![]() |
@azure4u | 30 May 11 |
![]() |
@01awan01 | 31 May 11 |
ISHFAQ SB NE ZAVIA 2 ME ARZ KIYA HAI K Men ILAM se itna mutasir nhi hun jitna CHARACTER se hun ILAM KAMTAR cheez hai KARDAR BRI cheez hai Islie SAHIBAN KARDAR k qareeb jate hoe mujhe bra Khouf ata hai SAHIBAN ILAM se itna Khouf nhi ata dar nhi lagta |
||
![]() |
@01awan01 | 31 May 11 |
Men ne apne aba g se pocha k g ye kyon BECHAINI hai kyon itni PRESHANI hai kyon hum SAKON QALAB k sath or ITMANAN k sath nhi beth sakte to unhon ne kah k daikho tm apni Preshani ki POTLIAN apne samne na rakha karo inhen KHUDA k pas le jaya karo wo inko hal kar de ga tm inhen zor laga k khud hal karne ki koshish karte ho lakin tm inhen hal nhi kr sko ge
|
||
![]() |
@01awan01 | 31 May 11 |
PARINDA islie gata hai k iske pas ek GEET hota hai or hum KHUDA ka zikar islie krte hain k Parinde ki taran hamare pas b uske nam ka Geet hai
|
||
![]() |
@01awan01 | 31 May 11 |
Kehte hain k ek choti Machli ne bri machli se pocha kApa ye SAMANDAR kahan hota hai Us ne kaha jahan tm khari ho ye samandar hai Is ne kaha apne b wohi jahilon wali bat ki ye to Pani hai men to samandar ki talash me hn or men smjti ti k ap bri umar ki hain ap ne bra waqt guzara hai ap mje samandar ka btain gi Wo isko awazain deti rhi k choti machli tehro tehro meri bat sun k jao or smjo k men kya kehna chahti hn lakin us ne palat kr ni daikha or chali gai bri machli ne kaha kKoshish krene ki jadojhd krne ki bhagne ki koi zrort ni hai daikne ki or straight ankon k sath daikne ki zrort hai masle k ander uterne ki zrort hai jb tk tm masle k ander utar kr ni daikho ge tm isi taran bechain o be qarar rho ge or tme samandar nhi mile k ga
|
||


