
![]() |
@jaykarma | |
9
Replies
574
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@jaykarma | 23 April 11 |
Madhushala (The House of Wine) is a book of 135 ''quatrains'' verses of four lines (Rubai) by Hindi poet and writer Harivansh Rai Bachchan(1907- 2003). The highly metaphorical work is still celebrated for its deeply sufi imeantations and philosofical underverses and is an important work in the CHHAYAWAD literary movement of early 20th century Hindi literature. All the Rubaiaa (the plural of Rubai) end in the word madhushala. The poet tries to explain the complexity of life with his four instruments, which appear in almost every verses madhu/ madira/ haala (wine), saaki (server), pyaala (cup or glass), and of course madhushala/ madiralaya (pub/ bar).
|
||
![]() |
@arifasen | 23 April 11 |
Story dalo
|
||
![]() |
@jaykarma | 23 April 11 |
Story nai he... Kavita h ye ek bhot bdi.. Is k 8parts h.
|
||
![]() |
@jaykarma | 24 April 11 |
Yeh... Lo pehla point.. Saaki kehta h... MRIDU BHAVO KE ANGOORO KI... AAJ BANA LAYA HAALA... PRIYATAM... APNE HI HATHO SE ... AAJ PILAUNGA PYAALA... PEHLE BHOG LAGAA LU TERA... PHIR PRASAD JAG PAYEGAA... SABSE PEHLE TERA SWAAGAT KARTI MERI MADHUSHALA |
||
![]() |
@jaykarma | 24 April 11 |
Phir saaki pinewale se... PYAAS TUJHE TO WISHV TAPAA KAR... PURN NIKALUNGA HAALA... EK PAAV SE SAAKI BANKAR... NAACHUNGA LEKAR PYAALA... JEEVAN KI MADHUTA TO TERE... UPAR KAB KA WAR CHUKA... AAJ NICHHAWAR KAR DUNGA MAI... TUJH PAR JAG KI MADHUSHALA |
||
![]() |
@jaykarma | 24 April 11 |
Ab peenewala us khubsurat saaki se... PRIYATAM.... TU MERI HAALA HAI... MAI TERA PYASA PYAALA... ab wo saaki peenewale se... APNE KO MUJHME BHAR KAR TU... BANTA HAI PEENEWALA...ab wapis peena wala.... MAI TUJHKO CHHAK CHHALKA KARTA... ab saaki... MAST MUJHE TU PEE HOTA... EK DUSRE KI HAM DONO AAJ PARASPAR MADHUSHALA |
||
![]() |
@jaykarma | 24 April 11 |
Bachchan ji ne... Is book. Only 2 logo ko btaya he.. Ek to peenewala. To us maikhane me aya he.. Aur ek wo jo us maikhane me har ane wale ko sharab bechti he.. Yeha peenewale ko us khubsurat saki se pyar ho gya he.. Aur unhi k cnvrtn ko yeha poems k trough btaya gya he.
|
||
![]() |
@jaykarma | 24 April 11 |
Wese pehli nazar me dkha jaye to yeh ek love story h jo ek pub k aspas h gumti h lekin iska deep meaning dkhe to bhot philosofical he.
|
||
![]() |
@arifasen | 24 April 11 |
Thoda sa tough h..bt sahi lag rhi h
|
||


