
![]() |
@riazaasi | |
Teri tarif kia krun janaa, phol, shabnam shabahaten teri, meri nus nus me piar bhar dala, bha gai hamko shddaten teri, aik zarre ko aftab kia, muj p kitni nawazishen teri, sans lena nahi gawara ab, maar dale na chahaten teri, chen se tu b ab na g paye, tuj ko tarpaye furqaten meri, jistara mai hon beqara o udas, Rub se mangi hai halaten teri, muj ko bechain kiye rakti hai charh gai sar p ulfate teri, Rub kre aisa kam hojae mjse mansob hojae rahate teri, yad bin sans b nahi ati, parh gai ktni adaten teri, motabar mujko sub me kr dala, ktni anmol hai 'Aasi' mohabaten teri@ |
||
18
Replies
1072
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@riazaasi | 25 May 11 |
Baroz,e,hashr mai bekhawf ghus jaunga jannat me, wahin se aye the Aadam wo mere bap ka ghar hai. The legend Iqbal |
||
![]() |
@riazaasi | 25 May 11 |
Tash pa meena ba singaar v,da sro zaro tama ma kra, sta Ghani kho bus shayr da sa da kali khan kho na dy. Armanuna |
||
![]() |
@aasma | 25 May 11 |
Wo Aaj bhi garmi me Mar raha hay FARAZ . . . kisi ne Aik bar usy kaha tha Tum Sweter ma shah rukh Lagty ho |
||
![]() |
@aasma | 25 May 11 |
wah g, kia bat ha ssg apki
|
||
![]() |
@riazaasi | 26 May 11 |
Darr he wehshatnak ho to gar me pir kon aye ga, ankh ki veraniyo ne dil b veraan kr dia. |
||
![]() |
@aasma | 26 May 11 |
ham ne mana k taghaful na karogy lekin, haak ho jayengy hum tum ko khabr hony tak, wa wa wa
|
||
![]() |
@riazaasi | 26 May 11 |
Aasma ji suniye]Bhooly se b na yad kiya too ne aik pal, aasi ne teri yad me sub kuch bhula dia. |
||
![]() |
@riazaasi | 28 May 11 |
Dunia se mukhtalif hai hamara mizaj,e,ishq ham toot to jate hai bikhrne nai dete, lelete hai hr dagh ko daman p hamare badnam kbi husn ko hone nai dete, lar jate har ik gardish,e,dawran se tmari anko me teri ashk pirone nai dete, afsos to ye hai wo hame chahte ikbar, ham mit b jate usy khone nai dete, wo chorh gaya hai muje, malum hai Aasi, kuch aise b waade hai jo sone nai dete, dedicat to my unforgatable love. |
||
![]() |
@riazaasi | 28 May 11 |
Bhol kr Aasi tuje wo shakhs khush hai aj b, tu b isy ab bhol ja jane dy ab. For thos who stil live in wounded memories |
||
![]() |
@orisoner | 6 June 11 |
Mjhe tu hosh nhn shaid k tum ko khabar ho........... Log khty hain k tum ne hum ko barbad ker dya....
|
||
![]() |
@aasma | 6 June 11 |
logon ka zyada aitbar ni karna, shaitan log . Haha.
|
||
![]() |
@orisoner | 7 June 11 |
yE wARQ Warq tri dastan, ye sabaq sabaq tere tazkaray,,, Mein Karoon tu Kaisy karn Alag Tujhe zindagi ki kitab se...... |
||
![]() |
@aishcute | 7 June 11 |
ye dagh dagh ujala ye shub guzeda sahar, jiska humy intezar ta ye wo sahar to nhe.
|
||
![]() |
@0saawan0 | 8 June 11 |
derar Aasma ji.. Baat Yu Aankh Fair Kar Mat Kar Dusmani Hamse Is Qadar Mat Kar Hamsafar Jab Koi Nahi Tera Beith Lo Ghar Me Par Safar Mat Kar kya Gujarti He Dil Ki Duniya Par Duniya Walo Ko Ye Khbar Mat Kar Rok Le Aansu Apni Ankho Me Dil Ki Ranjish Ko Be asar Mat Kar Dil Tera Jisne Toda He ..Aasma.. Uski Janib Kabhi Najar Mat Kar.. |
||
![]() |
@01awan01 | 8 June 11 |
SAMAJ ME KUCH NHI ATA BOHAT KUCH KAR B LUN LAKIN KAMI KAYON PIR B REHTI HAI MERI ANKHON ME LEHJE ME NAMI Q PIR B REHTI HAI |
||
![]() |
@aasma | 23 August 11 |
Kya khabar thi ke chale gi kabhi aisi bhi hawa ke khushk patton ki tarha sub dost bikhar jayen gay.....(.) |
||
![]() |
@orisoner | 23 August 11 |
Is eid pe Loat k aa jana, kuch yadain taza kerni hain, kuch lamhay mor k lanay hain, kuch taaray tor k lanay hain, wo masti or wo madhoshi, wo bachpan mor k lana hai, IS EID PE LOAT K AA JANA, ab dil ko dil ki dharkan se phir Eid Mubrik kehna hai, Ab sath bohat din rehna hai Is eid pe Loat k aa jana |
||
![]() |
@riazaasi | 9 September 11 |
nai sajde kiye hamne kbi shaho ki chokat par, Hame jtni zarurat ho khuda se mang lete hai. |
||


