
![]() |
@mahtab12 | |
Jis waqt ramzan shareef ka chand dekha jaye tu surah-e-fatah ko 3 bar parhnay say tamam saal rizq main frahi hoti hai.kashti main swaar hotay waqt parhnay say mamon rehta hai.jadaal aur qitaal k waqt likh kr pass rakhnay say hifazat hoti hai. ref: janati zawar page:596 |
||
2
Replies
531
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@mahtab12 | 10 August 11 |
HAZRAT-E-SAYIDUNA ABU HURAIRA(R.A) SAY RIWAYAT HAI K NABI-E-KAREEM(S.A.W.W) KA FARMAN-E-REHMAT NISHAN HAI: ''JO ALLAH KI RIZA K LYE AIK DIN KA ROZA RAKHTA HAI ALLAH USAY JAHANUM SAY ITNA DOOR KER DETA HAI JITNA FASILA AIK KAWA BACHPAN SAY BORA HO KER MARNAY TAK MUSALSAL URHTAY HOWAY TEH KR SAKTA HAI. REF: MUSNAD-E-IMAM AHMED BIN HANBAL J3 P219 H10810 |
||
![]() |
@mahtab12 | 10 August 11 |
UM MUL MOMEENEEN HAZRAT-E-AYESHA SIDIQA(R.A) SAY RIWAYAT HAI,SARKAR-E-MADINA(S.A.W.W) NAY FARMAYA: ''JO ROZAY KI HALAT MAIN MRA,ALLAH QIYAMAT TAK K LYE US K HISAAB MAIN ROZAY LIKH DAY GA. REF: AL FIRDOS BEMANOOR-EL-KHITAB J 3,P 504,H 5557. |
||


