
![]() |
@aftab_kn | |
4
Replies
783
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@aftab_kn | 19 October 11 |
1.Allah dekar b aazmata he aur le kar b. 2.Gunaah me lazzat zaroor he magar sukoon nahi. 3.Baat alfaaz ki nahi lehaje ki hoti he. 4.Kisi ke bare me bura mat socho, ho sakta he k wo ALLAH ki nazar me tumse behtar ho. 5.Insaan bimari k dar se khana to chod deta he, magar akhirat k da*se gunah karna nahi .. 6.Insaan nek baat sun to leta he magar aage pahochana zaroori nahi samjta ? .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 19 October 11 |
4 CHIZO KI HIFAZAT KIYA KARO.. 1) Namaz me DIL ki .. 2) Tanhai me NAFS ki .. 3) Mehfil me ZUBAN ki .. 4) Raaste me NIGAH ki .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 19 October 11 |
6 Baten 6 Baten ko khatam kar deti he .. 1, sorry ~ galti ko 2, dukh ~ zindagi ko 3, gussa ~ rishte ko 4, khushi ~ dukh ko 5, sath ~ gam ko 6, dhokha ~ rishteko .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 19 October 11 |
Soche Hum Apni Aakhirat Ki Zindagi Ko ... Kya Payaa ... Kya Khoya ... 1) Film aaya - Ilm Gayaa , 2) Doulat aayi - Muhabbat Gayi , 3) Rishwat aayi - Halaal Gayaa , 4) Cricket aaya - Kaam Gayaa , 5) Bank aayi - Barkat Gayi , 6) Fashion aaya - Hayaa Gayi , 7) T.V. aaya - Nind Gayi , 8) Mobile aaya - Mulaqat Gayi , 9) Riwaz aaya - Sunnat Gayi , 10) Gaana aaya - Tilawat Gayi , 11) Laalach aaya - Sukun Gaya , 12) Tusion aaya - Madarsha Gaya .. |
||


