
![]() |
@aftab_kn | |
11
Replies
1215
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@aftab_kn | 5 November 11 |
1.Allah dekar b aazmata he aur le kar b. 2.Gunaah me lazzat zaroor he magar sukoon nahi. 3.Baat alfaaz ki nahi lehaje ki hoti he. 4.Kisi ke bare me bura mat socho, ho sakta he k wo ALLAH ki nazar me tumse behtar ho. 5.Insaan bimari k dar se khana to chod deta he, magar akhirat k da*se gunah karna nahi .. 6.Insaan nek baat sun to leta he magar aage pahochana zaroori nahi samjta ? .. |
||
![]() |
@best7373 | 5 November 11 |
(Azan ki fazilat) j0 shaks azan ka 1 jumla sun k usy d0hrae t0 us k Nam_e_Amal me 2 lakh neliyan likh di jati hain...or j0 k0i d0sre k0 btaye t0 us k Nam_e_Amal me 30 lakh nekiyan likh di jati hain..Qyamat k din t0 insan 1 neki k liye trse ga..jab tak ye msg frwd h0ta rahe ga muje or ap k0 es ka ajr milta rahe ga...
|
||
![]() |
@best7373 | 5 November 11 |
*What iz QURAN*...ALLAH ki kitab j0 p0ori dunya ki Sardar....Kitab k0 laane wala..JIBRAIL..(A.S)..J0 Farisht0n ka Sardar,..jis par utra w0 Nabiyon ka Sardar..M0HAMMAD(S.A.W.W)..Jis Ummat par utra wo ummat0n ki Sardar..MUSALMAN...Jis shehar main utra W0..shahr0n ka Sardar..MAKKAH, MADINA..jis maheene main utra wo Maheen0n ka sardar..Ramzan...Aur jis Rat Mukammal hua w0 Rat0n ki sardar..Shab_e_Qadar ye hai wirasat hamari Apni d0st0n ko gift kije...
|
||
![]() |
@aftab_kn | 6 November 11 |
6 Baten 6 Baten ko khatam kar deti he, 1, sorry ~ galti ko, 2, dukh ~ zindagi ko, 3, gussa ~ rishte ko, 4, khushi ~ dukh ko, 5, sath ~ gam ko, 6, dhokha ~ rishteko.. |
||
![]() |
@aftab_kn | 6 November 11 |
4 CHIZO KI HIFAZAT KIYA KARO.. 1) Namaz me DIL ki, 2) Tanhai me NAFS ki , 3) Mehfil me ZUBAN ki , 4) Raaste me NIGAH ki, |
||
![]() |
@aftab_kn | 6 November 11 |
Quran - pak ki aayat h jiska manqul h k woh sone ki ek takhti thi , e sat satre likhi hui thi , jinka tarjama yah H .. Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jo Mout ko janta ho Phir bhi hasen, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jo yah janta ho k Duniya aakhir ek din Khatma hone wali H Phir bhi usmein Ragbat kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jo yah janta ho k har Chij muqqadar se H Phir bhi kisi Chij k jaate rehne par Afsos kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jisko Aakhirat mai Hisab ka Yaqin ho Phir bhi Maal jamaa kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jisko Jahannam ki Aag ka Ilm ho Phir bhi Gunah kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jo Allah ko janta ho Phir kisi Aur Chij ka Zikr kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jisko Jannat ki khbar ho Phir Duniya mai kisi Chij se Raahat pae, Baaz Nuskho mai yah bhi H k Mujeh ta'ajub H uss sakhs par jo Saitaan ko dusman samje Phir bhi uski Ita'at kare .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 6 November 11 |
![]() |
@aftab_kn | 9 November 11 |
Namaj chhod ne par Nuksan kya hai ? ... Fazar ki Namaj : Chhod ne se Chehre ki Ronak Khtm ho jati hai .. Zohar ki Namaj : Chhod ne se Rizq mai Barqat Khtm ho taji hai .. Asar ki Namaj : Chhod ne se Tandurusti Khtm ho jati hai .. Magrib ki Namaj : Chhod ne se Aoulaad naafarman ho jati hai .. Isha ki Namaj : Chhod ne se Nind ki Raahat Khtm ho jati hai .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 9 November 11 |
Duniya : K liye itni mehnat kar jitna tuje yahaan rehna hai .. Aakhirat : K liye itni mehnat kar jitna tuje wahaan rehna H .. Gunaah : Itna kar jitna tujme Aazab sehne ki taaqat hai .. Shirf : Uss jaat se maang jo kisi ka Mohtaaz nahi hai .. Jab : Tu gunaah kare to aisi jagah ja jahaan tujeh Allah na dekhien .. |
||
![]() |
@aftab_kn | 9 November 11 |
Aaj hisab dene wala gaafil he... Par hisab lene wala gafil nai... Waqt ko ganimat samjho.....AAJ AMAL HE HISAAB NAHI.... KAL HISAAB HOGA AMAL NAHI.....
|
||
![]() |
@aftab_kn | 17 November 11 |
Aaj hum Jawano ko JAHANNAM ka KHOUF nahi .. 1) Jisne Takhno se niche IJAR latkaai woh JAHANNAM mai jayega .. ( Bukhari, muslim, nasaai, abudaud).. 2) Allah ta'ala Qayamat ke din is Aadmi ki taraf NAZARE rahmat bhi nahin farmayega .. ( Bukhari, muslim, tirmizi, nasaai, abudaud ).. 3) Ek sakhs ne apni IZARON ko takhne se niche latkaya tha Allah ta'ala ne usko JAMIN mai dhashaan diya aur Qayamat tak dhashtaan rahega.. ( Bukhari, muslim, nasaai ).. 4) Takhne niche IZAR latkane wale ki NAMAZ kabul nahin hoti.. ( abu daud ).. 5) SHBEBARAAT mai taman logon ki Magfirat hoti hai siway chand Aadmiyon ki, usme se ek Takhno se niche IZAR latkane wala hai.. (Bayhaqi, kanzul umman ).. 6) Baijma - e - ummat Takhne se niche IZAR latkana manmua hai.. ( fathulbaari ).. 7) Isme AOURTON ki mushabahat hai Aur AOURTON ki mushabahat HARAM hai.. ( fathulbaari ).. 8)) Isme FUZUL KHRCHI hai Aur FUZUL KHRCHI Haram hai .. ( fathulbaari ).. 9) Isme jamin ki NAlagne ka IMQAAN hai .. ( fathulbaari).. 10) yeh ek aisa GUNAH hai ke Insan har waqt usko apne sath lekar Chalta hai .. |
||


