
![]() |
@miirfan | |
Transliteration: Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon Imam-ul-Anbiya dekhoon, Habeeb-e-Kibriya dekhoon Woh jinke dam qadam se subah ne bhi raushni payee Woh jinke dam qadam se subah ne bhi raushni payee Munawwar kar diya jisne faza woh rahnuma dekhoon Munawwar kar diya jisne faza woh rahnuma dekhoon Woh jinki barkato abr-o-bala baste 'aalam mein Woh jinki barkato abr-o-bala baste 'aalam mein Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-bebaha dekhoon Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-bebaha dekhoon Qadam bahir madine se tasawwur mein Madina hai Qadam bahir madine se tasawwur mein Madina hai Ilahi, ya Ilahi azmaton ki intiha dekhoon Ye duniya besubaat-o-bewafa-o-gham ka gehwara Ye duniya besubaat-o-bewafa-o-gham ka gehwara Ye hai matloob dar-e-be-wafayee mein wafa dekhoon Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon Woh mabda khalq-e-'alam ka darood unpar salaam unpar Woh mabda khalq-e-'alam ka darood unpar salaam unpar Mera maula ye mauqa de ke khatm-ul-Anbiya dekhoon Mera maula ye mauqa de ke khatm-ul-Anbiya dekhoon Kabhi ho husn ke mehfil kabhi ho shauq ka manzar Kabhi ho husn ke mehfil kabhi ho shauq ka manzar Kabhi aansoo ki zanjeeron mein aashiq ki sada dekhoon Kabhi aansoo ki zanjeeron mein aashiq ki sada dekhoon Rasoolun Qasimul khairaati fid dunya wa fil uqaba Rasoolun Qasimul khairaati fid dunya wa fil uqaba Shafi'a qaz nafs-e-ma dar ma Nabi-e-Mujtaba dekhoon Shafi'a qaz nafs-e-ma dar ma Nabi-e-Mujtaba dekhoon Dar-e-jannat pe haazir hoon Rasool-e-Pak ke hamrah Dar-e-jannat pe haazir hoon Rasool-e-Pak ke hamrah Shafa'at ka ye manzar ya khudaya mein Raza dekhoon Shafa'at ka ye manzar ya khudaya mein Raza dekhoon Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon Imam-ul-Anbiya dekhoon, Habeeb-e-Kibriya dekhoon Tamanna by Ehsaan Tahmid Tamanna by Junaid Jamsheed |
||
0
Replies
597
Views
0 Bookmarks
|


