Prodigits |
! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.
* HindiShayari > Topics

* New Topic
u_r_frnd June 2009
Machchar..... (0)
Machchar ne apko kata wo uska junun tha... Aapne khujli ki wo apka sukun tha... Chahkar bhi aapne use nahi mara... Kyunki uski rago me aapka
u_r_frnd June 2009
Maine..... (0)
Maine kaha waqt se,Main bhi tere saath chaloon, Maine kaha waqt se,Main bhi tere saath chaloon. Magar woh aage badh gaya aur main apni chappal d
u_r_frnd June 2009
Teri..... (0)
Teri nazaron se nazar milane ko ji cahta hai... Teri nazaron se nazar milane ko ji cahta hai... Par kambhakth ye tera chashma beech me aa jata hai...
u_r_frnd May 2009
Uss..... (0)
Uss ne mere dil me jagah to bana li,Maine bhi uski tasveer apne dil me bana li,Wo mujzhse aise hi ruth gayi,Fhir maine bhi uski chhoti behan fassa li.
u_r_frnd May 2009
Jane..... (0)
Jane jigar jane mann... as*i (80 kgs) kilo tera wazan... Tu jo mujzh pe giri... Mar jaoonga main sanam...
u_r_frnd May 2009
Dosti..... (0)
Dosti Jivan Ki Parchai Hai Kabhi Wada To Kabhi Bewafai Hai Sukh-Dukh Ka Issme Aana-Jana Hai Duniya Me Sabse Pyara Rista [b
u_r_frnd May 2009
Socha..... (0)
Socha tha har mod par tumhara saath denge,Socha tha har mod par tumhara saath denge,Par kya kare kambakhat sadak hi seedhi nikli.
u_r_frnd May 2009
Dil..... (0)
Dil dola re,Dil dola re,Dil dola re,Dil dola re,Dil dola re,Dil dola re,Dil dola re..... Arrey chakkar aa gaya.
u_r_frnd May 2009
Mere..... (0)
Mere dost mere chale jaane ke baad aansu na bahana... Agar meri yaad aaye to sidhe upar chale aana...
u_r_frnd May 2009
Hum..... (0)
Hum raat ki tanhayi me tumhe aawaz diya karte hai aur sitaron se apka jikr kiya karte hai,Na aao khwabon me hamare,Hum bhoot se dara karte hai.
u_r_frnd May 2009
Chand..... (0)
Chand par kaali ghata chaati to hogi,Sitaron me chamak aati to hogi.Tum lakh chupao duniya se,Magar akeley me tumhe apni shakal pe hansi aati to hogi.
u_r_frnd May 2009
Tum..... (0)
Tum kya jano gum kya hota hai,Tum kya jano gum kisey kehate hai,Tum kya jano gum kya cheez hota hai,Tumne to hamesha fevicol use kiya hai.
u_r_frnd May 2009
Tumsa..... (0)
Tumsa koi dusara zamin par ho to rab se shikayat hogi,Tumsa koi dusara zamin par ho to rab se shikayat hogi,Ek to zhela nahi jata dusara aa gaya ye ko
u_r_frnd May 2009
Isse..... (0)
Isse zyada aur sitam kya karenge wo,Isse zyada unse sataya na jayega.Yeh sach hai maut humko mita degi duniyase,Lekin unke dilse humara naam mitaya na
u_r_frnd May 2009
Jo chala..... (0)
Jo chala gaya uske jane ka gum na kar,Jo hai uske milne ka jashn na kar,Baat tu aaj kuch aur kar,Uske jaane ka aaj tu gum na kar.
u_r_frnd May 2009
Humare..... (0)
Humare intzaar ki koi hadd nahi,Tum kaha ho hume chain nahi,Humara janaza uthh raha hai,Tum ab bhi aa jaoo,Aankhe abhi bandh huyi nahi.
u_r_frnd May 2009
AAI SHI ZHALI (0)
Yad kar tere wo bachpan ka zamana,Chhoti tango par latakta paijama,Nak ko hath se ponch kar gaal par lagana, kamar pr hath rakh k awaz lagana. . AAI S
hemmmmmm May 2008
Sad (0)
Dhalne laga jo mere muqaddar ka aaftab.wo saye bad gaye jo barabar kabhi na the.
u_r_frnd May 2008
*Chand......* (1)
Chand ke liye sitare anek hai,Lekin sitaro ke liye chand ek hai.Aapke liye to hazaro honge,Lekin hamare liye aap hi ek hai....
u_r_frnd January 2007
*Saloo........* (0)
Saloo baad na jane kya sama hoga,Hum me se na jane kaun kaha hoga,Fir milna hua to milenge yaadon me,Jaise sukhe gulaab milte hai kitaboo me......
u_r_frnd January 2007
*Dur......* (0)
Dur hote huye bhi dosti ka rishta nibhate hai aap,Na jane kyu dil ko lubhate aap,Ye kaisa karishma hai aapka,Jo hum ko itna yaad aate hai aap......
u_r_frnd January 2007
*Luta......* (0)
Hame to apno ne luta, gyero me kya dum tha. Meri khasti dubi waha, jaha pani k*m tha..........

topics posts

fav Bookmarks
* HindiShayari


Download PRODIGITS Android APP