
![]() |
@hoorain9 | |
Zndgi hasin hy s se pyar kro,hr rat r subh ka intzr kro,wo pl b aye ga jska intzr hy,bs rb pe yqin aur wqt pe aitbr kro |
||
57
Replies
1616
Views
0 Bookmarks
|
Page #: 1/3 |
![]() |
@0gul0 | 18 June 12 |
niiiiiiccccceee
|
||
![]() |
@adnaan69 | 18 June 12 |
ye paigham hai hum Indians ka saari dunya k naam, no drugs, no war, na sha karo na war karo, karna hai agar to pyar karo, badi mushkil se milta hai jeewan, kya tumhe nhi pata,
|
||
![]() |
@0maria | 18 June 12 |
very nyc hoori nd adnan
|
||
![]() |
@0maria | 18 June 12 |
u most welcom frnd
|
||
![]() |
@adnaan69 | 18 June 12 |
na tamanna tere dar ki, na tere sansaar ki, a khuda mujhko dikhla de ek jhalak mere yaar ki,
|
||
![]() |
@diyaan | 20 June 12 |
Zindagi Hassen Hai Zindagi Se Pyar Karo Hai Andhera To Kya Ujale Ka Intzar Kro Wo Pal Bhi Ayenga Jiska Intzar Hai Apko RAB Par Bharosa Or Waqt Par Aithbar Karo ...
|
||
![]() |
@adnaan69 | 20 June 12 |
ja raha hai kaarwaan, ye zindagi ka ravaan, aaj yahan kal wahan, aayin aur guzar gayin, manzilon pe manzilen, phir bhi rawaan dawaan.
|
||
![]() |
@diyaan | 20 June 12 |
Taraste the jo kbi humse milne ko aj woh kiyu maire sayen se katrate hai hum bi wahi hai dil bi wahi hai na jane kyu log badal jate hai
|
||
![]() |
@diyaan | 20 June 12 |
Kafan na dalo maire chere par muche adat hai muskurane ki na dafna yo mairi lassh ko abhi ... Muche umeed hai uske ane ki ..,
|
||
![]() |
@adnaan69 | 20 June 12 |
zindagi k haseen honey ki ek condition, Insaan k khayalaat achchey hone chahiye, zindagi khud ba khud haseen ho jayegi,
|
||
![]() |
@0gul0 | 23 June 12 |
ji adnaan aap ne bilkul sai kaha:)
|
||
![]() |
@adnaan69 | 23 June 12 |
shukriya
|
||
![]() |
@diyaan | 23 June 12 |
Close ur eyes and open ur heart zindagi khud b khud haseen ho jayengi naik irade naik khawaish se
|
||
![]() |
@adnaan69 | 23 June 12 |
thats i mean
|
||
![]() |
@0gul0 | 23 June 12 |
You r ryt diyaan khan
|
||
![]() |
@adnaan69 | 23 June 12 |
khawbon me zindagi k haseen hone ka kya fayeda
|
||
![]() |
@hoorain9 | 28 June 12 |
Zindagi bht khubsurat hy mgr halaat es ko bdsurat bna dety hein..,
|
||
![]() |
@diyaan | 28 June 12 |
Zindagi khubsurat hai ALLAH talah ne use ek bar ata ki hai ., halat par kabu krna sikho .. Apne dil ki socho auro ki dil ki bat par ahtmat na kro aisa krne se jo apne hai woh dur chalen jaten ho jaten hai ..
|
||
![]() |
@adnaan69 | 28 June 12 |
zindagi usi waqt khubsoorat hogi jab insaan zindagi k maqsad ko samjhe ga
|
||
![]() |
@0gul0 | 29 June 12 |
very niiicce adnaan nd diyaan.
|
||


