
![]() |
@nasir106 | |
Mansoob te jo log meri zndagi k sat. Aksar wohi milay hain brhay be rukhy k 7. U to me b hans prha hun tmare leye mgr. Kitnay sitaray toot prhay ik hansi k 7. Fursat milay to apna greban b dek lay. A dost u na kel meri be basi k 7. Musin karam ki b ho js me khaloos b. Muj ko gazab ka pyar hai us k doshmani k 7 |
||
15
Replies
1091
Views
0 Bookmarks
|
![]() |
@nasir106 | 13 January 13 |
Dard kya hota hai btayen ge kc roz, kamal ki gazal sonayen ge kc roz, in ki zid k me jaon unko manane, muj ko ye wehem ta wo bolayen ge kc roz, kbi me ne socha b nhe ta, wo itna meray dil ko dukayen ge kc roz, her roz ayene se pochta ho me, kya rukh pe tabusum sajayen kc roz, urhnay do in prindo ko azad fizaon me, tumare ho to loat aayen ge kc roz
|
||
![]() |
@nasir106 | 13 January 13 |
Aj b tapti dhoob ka sehra, teray naram labon ki shabnam, saye se mehroom raha, Aj b patar ka hejar lamha, sadyon se be khawab rton ki, aankon ka mafhoom raha, Aj b apne wisal ka tara, raak urhti hovi shoq e shafaq ki, manzel se mehroom raha, Aj b shehr me pagal dil ko, teray deed ki aas rahi , mudat se gum sum tanhayi, AJ B MERAY PAS RAHI, AJ B SHAM UDAS RAHI,
|
||
![]() |
@nasir106 | 13 January 13 |
Duk fasana nhe k tuj se kahen, dil b mana nhe k tuj se kahen, ik to harf e aashna ta magr, ab wo zamana nhe k tuj se kahen, a KHUDA drd e dil hai bakhshish e dost, aab o dana nhe k tuj se kahen, ab to brson se us gali me faraz, aana jana nhe k tuj se kahen
|
||
![]() |
@adnaan69 | 13 January 13 |
Nazar jub tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon, Bas ek dharkan dharkti hai main khud ko bhool jata hoon, Tumhain milne se pehle main bhot sajta sanwarta hoon, Magar jab tum sanwarty ho main khud ko bhool jata hoon. Main aksar kitabon pe tera he naam likhta hoon, Magar kuch tum jo likhty ho main khud ko bhool jata hoon. |
||
![]() |
@nasir106 | 13 January 13 |
Roz taro ki numayesh me nekal prhta hu. Chand pagal hai, undehray me mekal prhata hai. Ik deewana musafir hai meri aankon me, waqat be waqat tehr jata hai, chal prhta hai. Apni tabeer k chakar me, mera jagta khawab . Roz suraj ki tara gar se nekal prhta hai, roz patar ki hemayet me gazal lektay hain, roz sheeshon se koi nam nekal prhta hai, USKI YAD AAYI SANSON ZARA AHESTA AHESTA CHALO, DARHKANON SE B EBADAT ME KHALAL PRHTA HAI
|
||
![]() |
@adnaan69 | 13 January 13 |
Hijar Ka Tara Doob Chala Dhalne Lagi Hai Raat Wasi Qatra-Qatra Baras Raha Hai Ashko Se Barsaat Wasi.. TERE baad Ye Dunia Wale Mujhe Pagal Kar Denge Khushbu K Us Dais Me Le chal Mujhko Apne sath Wasi... Aaj To Uska Chehra Bhi Khuch Badla-BADLA lagta Hai Mousam Badla Dunia Badli Badal Gaye Halat Wasi.. MERA ghar Khushboo Ka Yeh Raqs uske Dum Se Hai Uske Sath Chali Jayenge pulo&246;n Ki Baarat Wasi.. CHOR wasi Ab Uski Yaaden tujhko Pagal Kardengi.. TU Qatra-QATRA wo Dariya hai Dekh Apni Aoukhat Wasi |
||
![]() |
@nasir106 | 22 January 13 |
Kuch khud b te afsurda se , kuch tum se b hum root gye , kuch khud b zakham k adi te , kuch sheesay hat se choot gye, kuch khud b te hasas bht , kuch apne muqadr root gye, kuch tm ko soch se nafrat ti , kuch hm se na choot gye, kuch logo ne uksaya tmen , kuch apne muqadr pooht gye
|
||
![]() |
@nasir106 | 24 January 13 |
Bechar gya jo ab uska malal kya krna, ab uski yad mahal kya krna, me janta hun wo bewafa na manay ga, wohi jo ab mila ga swal kya krna, to hejar de gya aur pyar ko bola beta, wo bewafa ta uska khyal kya krna, usay bolana me hi nasir teri blayi hai, dil be tabah ko ab hasta hal kya krna
|
||
![]() |
@nasir106 | 24 January 13 |
Subha hotay hi teray shehr se jana hai muje, aj ki rat zra mjko mana kr sona , agr ho sakay to lota de mjko meri hansi , ya sari rat mjko rola kr sona , deya yad ka koi buj na jaye kahi , koi shama pyar ka jala kr sona , me nhe kehta k raho umer bhr sat meray , bs aj ki rat apna bna kr sona, rahun ga teray qdmon me sadaf , bas aj ki rat seenay se laga kr sona
|
||
![]() |
@nasir106 | 24 January 13 |
Sb me shamil ho mgr sb se juda lagti ho, siraf hm se nhe khud b khafa lgti ho , ank ut ti hai na jukti hai kc ki khater , sans chrhti hai na rukti hai kc ki khater, zulaf lehraye to anchal me chupa leti hai, hont tarayen to danton me daba leti hai, jo kul k na brsay wo gatta lgti ho, jagi jagi nazar i ho na soyi soyi , me hun kya apne khyalat me kohyi kohyi, kc mayoos muqadr ki dua lagti ho
|
||
![]() |
@nasir106 | 24 January 13 |
Apne asool b kbi torhne parhay, uski khata ti haat mujay jorhnay parhay, aya na qarar jb dil e beqarar ko, yadon k rukh tumari taraf morhnay parhay , usko to meri yad b na aayi ik din, apne paraye js k lye chorhnay parhay, WO SHAKAS KHUD TO BARHA BE ASOOL TA , APNE ASOOL JS LYE TORHNAY PARHAY
|
||
![]() |
@nasir106 | 24 January 13 |
Deka palut k us ne k hasrat usay b ti , hm js pr mit gye te muhabat usay b ti , chup ho gya ta dek kr wo b idhr udhr , donya se meri tara shekayat usay b ti, ye soch kr andehray gali se laga lye, rat ko jagnay ki aadat usay b ti
|
||
![]() |
@nasir106 | 27 January 13 |
Ik roz juda ho jaon ga na janay kahan jaon ga, tm lak pukaro ge mjko, plat kr me na aon ga. Tak har k kamo se jb rat ko sonay jao gay, deko gay jb phone ko paigham mera na pao gay, yad tmen me aaon ga palut kr me na aon ga, ik roz ye rishta chute ga dil atna zyda tootay ga, pr koi na hum se rottay ga pr koi na hum se rotay ga. Me na aank kolon ga tum se na bolun ga. Aakher is din tm ro do gay, a dost tum mujay ko do gay
|
||
![]() |
@nasir106 | 27 January 13 |
Wo meri badsalooki pr b mujay dua deti hai, aaghosh me le kr sab ghum bohla deti hai, u lagta hai jaisay jannat se aa rahi hai khoshbu, jb wo apne palko ki mujay hawa deti hai, me jo aeenay me krun koi ghalti, meri maan is pr be muskora deti hai, kya khoob bnaya hai rab ne maan ka rishta, weeran gr ko b jannat bna deti hai. ( I LOVE U MAMA )
|
||
![]() |
@nasir106 | 28 January 13 |
Wo ishaq jo hm se rooht gya, ab uska hal btayen kya & koi moher nhe, koi qaher nhe, pr chacha shair sunayen kya & ik hejar jo hm ko lahaq hai, ta dair se dohrayen kya & wo zehar jo dil me utar leya , ab us k naaz utayen kya & ik aag ghum e tanhayi ki jo saray bdan me pail gye & jb jisam hi sara jalta ho per daman ko bachayen kya & hm naghma e saran kuch ghazlon k hm soorat gar kuch khawabon k & be jazba shoaq sunayen kya , koi khawab na ho btayen kya
|
||


