Page #: 8/9 |
@01awan01 | 12 January 13 | |
Ek Shaks Paband kar Gaya Mujhe Lamhon Ki Qaid Me Aankon Main Apni Yaad K, Pehre Bitha Gaya |
||
@01awan01 | 12 January 13 | |
Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me Haqeqat chor daita hai fasane sath rakhta hai. |
||
@adnaan69 | 13 January 13 | |
hamarey fir imamat k palat kar daur aayenge. musalla tum bichaogea. namazen hum padhayenge. |
||
@nidaanam | 22 January 13 | |
Anaa Ki Moj Masti Main Abhi Bhi Baadsha Hain Hum..!Jo Hum Ko Chorh Daita Hai, Hum Usko Torh Daitay Hain..!
|
||
@adnaan69 | 22 January 13 | |
na samjhoge to mit jaoge aye pyaarey musalmano, tumhari daastan tak na hogi daastaano me. ;-( |
||
@nidaanam | 23 January 13 | |
-------------------------------- Shajar tub hi lagana jab zameenoon ko parakh lena...! Her ik matti ki fitrat mein WAFADARI nahi hoti...! -------------------------------- |
||
@01awan01 | 19 April 13 | |
Pata Hai Muntazir Rehna Boht Takleef Deta Hai Bata Kar hi chalay Jaate Agar Jana Zaruri Tha..! |
||
@sameershah | 10 April 16 | |
kahy gi jhoot wo mujh sy mjy hr pal tmari yad ati h,, koi h muntazir ktna ye lehjy bol dyty hn |
||
UrDu-AdAb Forum
Bookmarks
UrDu-AdAb