Prodigits |
! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.
* PcTips > Topics
nitasha0
RwDqUSuNZoNaLd07DHSN.gif

FRIENDZ! mai ap ko blog bnaney ka sb se easy treeqa btaney wali hon.

Sub se pehley ap gmail.Com pr sign up ho jain.

Ab blogger.com par gmail.Com ki i.d se login hon Aur apna blog create krney ki ibtada kren.

Apney blog ko naam dein YANi Title me ap jis maqsad k liey blog bna rahey hain us k mutabiq naam likhen. Yad rahey k yahi naam ap k sub visitors k liey ap k blog ki pehchan ho ga.

Next box me ap ko blogspot.Com k sath apna favrite url likhna ho ga.
eg:____blogspot.com
( Jesey
Softronicinfo.blogspot.Com)

Uskay bad apka blog create ho jai ga.

Ab next step me ap google me search kren Blogger Templates. Yahan ap ko har qisam k blog k best design mil jain ge, koi b design choose kr k download kr lein.

Jab ap wo download kia huwa foldr kholo gay to intrnet ki xml file nazar aye gi.

Us xml file ko desktop me rakh lein aur apne blog k design me jain. Wahan page layout, html aur templates design k Tab hon gay.
Ap ne edit html me click kr k uper browse kr k desktop wali xml file ko daal k upload krna hai.
Jab wo file upload ho jai to save kr dein.

Ab ap uper veiw blog me apney blog ko dekh saktey hein.

Next mai ap ko blog me media post krney ka tariqa btaon gi. Stay with me.

=*=*=*=*=*=*=*=*
2 Replies 1035 Views 0 Bookmarks
topics posts

* PcTips Forum
fav Bookmarks

* PcTips

Awesome Wallpapers

Download PRODIGITS Android APP