
kamar tod mehnat kaise ki jati hai ?
jiske sir par lakesh ho or wah garibi ki bediyo me bandha ho usi ko pata hoga ki mehnat kaise ki jati hai
2
aadmi jarurat se jayda mehnat kar le wah kamar tod mehnat kahlati hai
1
kamar toot jane ke bad mehnat ka sawal hi nahi uthata
0
ek gadhe se pucha ja sakta hai par bechara bol nahi sakta us ka dard sirf mahsus kiya ja sakta hai
0
ek din majduri kar ke dekh lo utar mil jayega
0

![]() |
1/1 | ![]() |
Comments
